Aslam u Alaikum! Dear members i hope ap sab kehriyat sy hon gay, or market main achi earning kar rhy hon gy. Dear agr ap market main kamyabi Hasil karna chahty hain to aapko Hamesha experience k satg kam karna hota hai aur apni learning ko perfect banana hota hai. Tab hi ap kamyabi hasil kar sakte hain.Forex trading mein agar aap successful trading karna chahte hain. To ap ko different factor par study karty hain to ap ko bhot zyda advantages available hoty hain. Aj main ap sy bhot important topic discus karna chahti hun jis ko ap asani sy apni trading main shamil kar sakhty hain. To dear topic mera ye hai currency correlation kia hai or es ko ap apni trading main kesy Shamil kar sakhty hain es ki details ap sy share karun gi.
CURRENCY CORRELATIONS KIA HAI:
Dear Forex members mery knowledge k mutabik jab forex market k chart main 2 curriencies ka aik dusray k sath correlation hota hai, jab chart pay 2 pairs same directions main run kartay hain to usay ham positive correlation kehtay hain, aur jab wahi pairs aik dusray k opposit run kartay hain tab ham unko negative correlation kehtay hain.
TRADING THE CURRENCY CORRELATION IN FOREX:
Dear members mairay knowledge k mutabik world ki curriencies ka correlation bilkul normal hai, for example ham candial doller (CAD) ki baat kartay hain jiska correlation oil prices say hai, Astralian doller (AUD) ka correlation Newzeland (NZD) say hai aur usk sath sath gold aur cruide bhi is sy related hain. Ab yeh sab aik traders py depend karta hai k us ny kasiay in correlations ko apnay mined main rkahtay hwauy market k chart main trading kartay hwuay losses say bachna hai aur kaisay profit ko hasil karna hai.
[CORRELATION ANALYSIS EXPLAINED:
Dear Forex members mery knowledge k mutabik agar ham trading correlation ka acha knowledge hasil kartay hain to hamain market main kaam kartay hwauy double faida hasil ho skata hai qk jahan pay curriencies ka correlation hai wahi pay ham unko hedging kartay hwuay apnay orders ko long term k liye wait aur hold say acha faida hasil kar saktay hain, agr ap market main different important analysis par completely study karna chahty hai to ap ko humesha positive thinking k sath market ko ach tara focus kara ho ga tab hi ap ik professional trader Ban sakte hain. qk jab market main supply aur demand k time pay ham hedging k douraan cut kartay hain to next hamara order profit hasil karna start kar daiga jis say ham hedging positions say acha benefit hasil kar skatay hain.