Dear forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge dear friends Technical analysis ko complete krny kay liye aapko multiple candlestick pattern ki study krna hoti hai or unki tafseel ko apni working main shamil krna hota hai. Morning Star Candlestick Pattern aik bahut hi important Candlestick Pattern hai, ya pattern aap Kay liye bahut jyada helpful ho sakta hai. Is Candlestick Pattern ki basis information aap sa share krny ja Raha Hun.
Morning Star Candlestick
Basically Morning star candlestick pattern 3 different Candlestick per include hota hai, agar aap is Candlestick Pattern ko properly recognise krna chahty Hain, tu following 3 Candlestick ko individualy study karna hota hai.
Details
1st Candlestick strong bearish candlestick hoti hai.
2nd Candlestick aik reversal candlestick hoti hai, hamesha small body main hoti hai.
3rd Candlestick 1st Candlestick Kay mid sa uper close hoti hai.
Dear member Forex trading market mein jab aap ko trading charts main above mentioned platform milta hai, tu is pattern ko aap Morning star Candlestick Pattern khety Hain.
Formation on Support level
Dear members Forex trading market mein agar aap Morning star Candlestick Pattern ko properly utilised karna chahte hain, tu is purpose ke liye aapko hamesha support level par above-mentioned position available ho, tb isko aap zyda effective samjh sakhty Hain. Agar ya pattern support Level pr nahin milta, tu market is sa further down ah sakhti hai.
Hot level per Agar morning star dental banti hai to aapko Pata Lagana chahie ki market mein abhi friend and hota hai aur niyantran start hone wale Jaisi confirmation hoti aap apni trade open kar sakte hain
Decision on Morning Star
Morning star Tangle Dekhti ke sath hi Apne trade ka Paisa nahin kar sakte hain jab tak ki aap uske sath evidence candle Nahin milati aavedan scandal Milenge Sath hi aap apne trade kara kar sakte hain
Dear member Forex trading market mein agar aapko support level per Morning star Candlestick mil jata hai, or aap isko different Fibbonacci numbers sa confirm Kar laty Hain, tu is level per aapki buying ki entry zyda accurate ho sakhti hai. Likn hamesha money management ke rules ko follow karna or Risk Management Kay mutabik trade krna perfect hota hai.
Chart Analysis
Iski further explanation krny Kay liye main aapko iska chart share krny ja Raha Hun, jab aap chart ko above-mentioned details sa compare krin gay, tu usmein aapko definitely zyda easily understanding ho sakhti hai.
Morning star candle Ek bahut hi Chhoti candle hoti ho ya trend reversal handle Hoti Hai Jahan banti hai vahan se aap samajhte ke market trend reverse karne wali hi sath mein se confirmation candle ki aap ko dekhna hoti hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим