Dosto jaisa ke hum jante hain ke forex market ko charts ke madad se monitor karna kafi asan hogaya hay jab ke phale bar chart ko targe de jati the or bashtar traders bar chart ka istamal karte thay or market ko samajhne ke koshish karte thay ghaliban 1990 ke dahi se aik char jis ko candlestick ke zarya zahir kya gaya to traders main bohat he ziada malboliat ka sabab bana or us ke sab se bare waja yah rahe ke candle chart ke zarye technical analysis main kafi ziada acoracy nazar aye jis ke waja say candle chart trading ke dunia main kafi ziada makbool hoa aik candle chart muktalaf candle ke zarye zahir hota hay or japanies mahiren ne kuch candle ko muktas kya hay trading analysis ke mayar ko bahtar banane ke liye jin ko muktalif name se mark kya gaya hay jo ke alag alag shape main chart main bante rahte hain misl ke tor par
Hammer
Spinning top
Shuting star
Hanging man
Doji
Dtagon fly " wagaira wagira
Jaisa ke photo main dikahya gaya hay mulkhta faramyin
Dosto jo bhe candlestick picture main dakhai gai hain un ko basic candle stick mana jata hay
CANDLE STICKS KAISE BANTE HAY
Dsto wase to hum jante hain ke candle stick two color pr mustmil hote hain jaise ke market ke uper movemint ko jis coloor ke candle se zihir kya jata hay woh blue colour ke hote hay or is ke mukable main jab market ke girawat ko zahir kya jata hay to us ko red color ke candle se zahir kya jata hay or aab chalte hain ke akhir yah candle bante kaise hay aik hota hay price ka open orr close or aik hota hay price ka high orr low open or close ka jo aria hota hay us ko full body kaha jata hay or jo proce ka high orr low hota hay us ko shadow yah wick bhe kaha jata hay or is tarah bulish or bearish candle wajod main aate hain or in main makhsoos candle traders ke liye technical analysis main madadgar sabit hote hain
Aap ke rahnumai ke liye mazeed candlestick picture ka intakhab kya gaya hay umeed karta hon ke new traders ke liye rahnumai ka sabab banein ge