What is V pattern in fore x trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is V pattern in fore x trading
    AOA


    INTRODUCATION
    Friends kia hall hn ap ky main umeed karta hn ky ap theak hn gy or ap bhe apna posting target pora kar rahy hn gy apny knowaldge ko improve karo or market sy acha profit hasil karein ap ky ly
    aj ek or new pattern ki baat karny lagy hain.dears ye patern market men bahut tezi sy aur bahut zyada banta hay.aj ham es patern ko sekhny ki koshish karty hain ta ky hamari informatiom men aur izafa ho or ham achi trade kr sakin.ag ham v pattern ki baat karin gy ek aisa pattern hy jo ky v shape men banta hy.ham esy dekhty hain.
    CONCEPT OF POST

    patern men market bahut tezi ky sath ek low lagati hy .market apna low lagany ky baad dobara usi point par chali jati or hamin ek patern meilta jis ham dekh sakty hain ky market v shape men movement ki hoti hay.dear ye market ka bahut fast move hota hy .yani market ek dep laga kar dobara oper ko uth jati hy ham esy reversal bhi keh sakty hain.yani market jahan sy move karti phr dobara usi jaga par lot ati hy.ye movement zzyada tr news ky waqt men hoti hay yani ky currency unbalance hti hain or ddobara apny balance ko maintain kat layti hain.ear dear ye pattern bullish or bearish dono men hota hy jab ye pattern down laga kar wapas ata hy to us waqt ye v shape men hota hy or jab ye patern high laga kar phr wapis ata hy to us waqt ye inverted ^ ki tah hota hy aen ham inhin tasweer ki madad sy dekhty hain.

    Click image for larger version

Name:	105e5f03147645930028a21451665010.jpg
Views:	2
Size:	58.4 کلوبائٹ
ID:	12486997

    WHAT IS V. PATTERN

    V pattern market me bohut teezi k sath banta hai, jis ki waja se market me bohut zyada halchal hoti hai. V pattern ko market me malom karna thora mushkil hota hai, jab ye ban jata hai, tab hi humen is ka pata chal jata hai. V pattern market me tez khareedo-wa-ferokht ki waja se banta hai. Chonkeh ya pattern "V" shap ka hota hai, is waj se is pattern ko "V Pattern" bhi kaha jata hai. V pattern market k top aur bottom dono positions pe banta hai.
    V Pattern ki khas baat ye hai k is pattern ko trend reversal aur trend continuation dono k leye istemal kia ja sakta hai.
    Click image for larger version

Name:	8583a0396efaed21e409680dceb34722.jpg
Views:	1
Size:	55.2 کلوبائٹ
ID:	12486998

    TYPES OF V PATTERN
    Es pattern mein2 types ky pattern banty hn ak bullish hota hy ye trading chart ky top per banta hy or 2 nd pattern trading chart ky bottom mein banta hy ye ak bhe banta hy or ak sey zada bhe ban skty hn

    BULLISH>>>V<<<<PATTERN


    Hr trading chart 2 type ky trend banty hn bullish ya bearish trend Bullish V Top jis ko "Bullish Spike Pattern" bhi kaha jata hai, price k sab se highest price pe banti hai. Jab bhi market me aik normal bullish trend pe price move kar rahi hoti hai aur is dowran suddenly se ko bari news ya centeral bank se koi bayan jari hone se market volitilety ka shikar ho jati hai, jis se bullish trend suddenly bearish trend me chang ho jata hai.

    Click image for larger version

Name:	123530951-bull-flag-stock-chart-pattern-3d-illustration.jpg
Views:	1
Size:	67.8 کلوبائٹ
ID:	12487002
    (Bullish V pattern)

    BEARISH V. PATTERN
    Bearish V pattern market k bottom me us waqat banta hai, jab price aik bearish trend me ja rahi hoti hai aur suddenly kiai economic news ki waja se market me volitilety peda ho jati hai, aur price teze sy bullish trend me chang ho jati hai. Bearish V pattern ko "Bearish Spike Pattern" bhi kaha skty hn


    USE STOP LOSS IN V PATTERN
    Es V pattern market me qeematon ki achanak tabdeeli hoti hai, is dowran hum market ki psychology itni jaldi asani se nahi samajh pate hen. V pattern banne se ya to traders ko achanak bara faida hasil ho jata hai aur ya loss. Lekin chokeh qeematen pehle trend k hisab se movement kar rahi hoti hai, is waja se ziada tar loss hi hota hai. V pattern k losses se bachne k leye traders ko apne trades k sath stop loss ki position lazmi set karna chaheye, is se kam az kam loss kam ho jata hai rs pattern mein kia ap ko apne hr trade mein stop loss use karna chahey


    Click image for larger version

Name:	eurusd-stop-loss-trendline.png
Views:	2
Size:	38.1 کلوبائٹ
ID:	12487006
    ( Use stop loss in V pattern)
    منسلک شدہ فائلیں

اب آن لائن

Working...
X