What is Trading Robot In Forex !!!!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Trading Robot In Forex !!!!
    AOA,

    Forex trading robot:-


    Dear Forex Members, Forex trading robot aik colloquial term hai jo keh alogrithmic trading mein forex market ka signals per based hoti hai, yeh determine karti hai keh given
    point ka time mein aik currency pair ko sell karna hai ya buy karna hai..

    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	1
Size:	6.5 کلوبائٹ
ID:	12486756


    Pros And Cons:-


    So Freinds, Agar ap ka pas forex strategy hai jo keh human ki decision making process use nahin karti aur strictly mechanical hai, to ap forex robot ko aik din ka
    24 hours apnay liay trading karnay ka liay program kar saktay hain.
    Bahut si companies forex robots ko buy aur sell karti hain, par ap jis par deal kartay hain market mein careful ho kar buy karen.
    Aksar purchased robots profitable nahin hotay is liay careful ho jaen, pehlay research karen agar ap plan ya purchase kar rahy hain...




    Data Mining Bias:-




    To Freinds, Data mining bias bahut sa traders ka unspoken enemy hotay hain, jo keh forex robots ko purchase kartay hain.
    Yeh "cherry picking" process ko refer kartay hain, jo keh hundreds ya ziada mein sa best backtest hotay hain aur is backtest ko present kartay huay forex robot
    ka purchaser ki outcome likely hai.




    Advantages:-


    Dear Freinds, Ap aisay time par trading kar saktay hain jo keh manually possible nahin hai.
    Strictly following trading system aik aur faida hai.
    Yeh emotions ko exclude karti hai.
    Complex strategies aik expert advisor ka liay problem nahin hain.
    Expert advisors trading mein mistakes nahin kartay.
    Reaction, analysis aur decision making time manually crtical hota hai jo automated robots fastly perform kartay hain..




    Disadvantages:


    NO inituition.
    Dedicated server to run automated tradin g robots.
    Analysis ko trading mein code karna hard hota hai.
    Aur Yeh kisi kaam keh nhi hoty.
    Errors aur unexpected events occur ho saktay hain.

اب آن لائن

Working...
X