Friends aj hum haiken ashi trading stratge ke bare main guftgu karainge dosto heiken ashi trading stratge aik sada or bohat he asan magar bohat he shandar trading stratgy hay jis par amal karte hoe market se munasib profit earn kya ja sakta hay wase to trading main bahtar andaz main trading ko munafa bakhsh banane main bohat se hikamat amli kargar sabit ho sakte hain magar heiken ashi ka aapna he aik andaz hay kaha jata hay ke jis ne heiken ashi ko nahe seakha to us ne kuch nahe seakha to aye ab chalte hain heiken ashi stratgy ke janib ke yah kaise kam karta hay
Heiken Ashi kaise kam karta hay
Heiken ashi candle stick ko formule ke tahat hamasha 2 par devide karte hoe agle candle ko open kya jata hay is tarah se trand zahi hota hay ke market main konsa trande strong hay agar bay candle lower shedow ke baghair open ho too trader ko is se malom hota hay ke trand countnue hay or bay strong hay is he tarah agar sell candle bane or hier shadow ke baghair ho to yah strong sell ke alamat hota hay is ke zarye bhe aik trader acha munafa hasil karne main kamyab hota hay yah jo bhe misalain de gai han in se zahir hota hay ke yah situation countnuse trand ke hote hain
Kamzor trand
Dosto jab bhe heiken ashi tradin stratgy par trading karte hoe trade ke jate hay to jab jari trand main agar candle stick main agar donon taraf shadow zahir ho to is ko dakhte hoe aik trader is bat ka ba khobi andaza laga sakta hay ke mojoda trand kamzoor ho chuka hay is lie intre ke liye zara muhtat andaz se kam kare orr munasib waqatka intazar karte hoe decision lay take loss se bacha ja sake
Trand ke wapsi
Jab heiken ashi contnuse trand main ayse candle bane ke jis ke donon yani upre or nechle shawod long hon or body choti ho to yah is bat ke janib ishra hay ke jo trand jari tha woh aab khatam ho gaya hay or trand wapsi ke tayari kar raha hay is jagha traders ko hamasha samajhdare ke sath intre lena chahye nake jald bazi balke sabar or tahamol ke sath conformation ka intazar karna chahye
Heiken ashi with indicator
Dosto jo cheez ab main aap ke sath shear karne ja raha hon yah aik aysa heiken ashi or indicators ka combination hay jis ke istamal se aap mazee trading ko asan bana pao ge to chalain dosto hamain jo sab se phale jis indicator ka use karna hay woh hay stoctstic karna yah hay ke hamain heiken ashi chart main is indicator ko lagana hay or is is configration kuch is andaz main karne hay ke 14 3 3 or 2nd indicator bhe aap ne yahhe ge han stochstic he istamal karna hay magar is ke congigration kuch is andaz main karne hay 50 3 3 or is ke bad aap ko aik line is indicator main draw karne hay ji ka level hoga 50 pr aik indicator jis se ghaliban har trader ache tarah wakif hoga woh hay moving avereg is ko aap ne 20 day par set karte hoe main chart main apply karna hay yah sab karne le bad aap ko market main conformation kaise hasil karne hai aab aap ne dakhna hay ke jab bhe bay yah sell moving averege ko crose kare or new candle moving avereg ke uper yaha neche open ho jai or stochastic s donon he 50 ke draw line ko cros karlain to aap ko market main intre lena hay or pichle candle ke high yah low ka stop loss laga kar trading ko secur bana sakte hain dosto aik bat ko yad rakhain ke trading main kuch bhe 100% nahe hot han is tarah ke hikamat amli se trading ko filter kya ja sakta hay