Trending Market !!!!!!
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trending Market !!!!!!
    AOA,


    Dear Forex Members,


    To Aaj ham baat karenge Forex trade Trend ke bare mein aur jaane ki koshish karenge ke friend hamen kis Tarah market mein kamyab kar sakta hai aaj hamari information market main price ki pressure per hogi jahan mein baat karna chahta hun market ke analysis Karke next market ki moment ke harkat ke bare mein.


    Trend analysis ka ek buniyadi hissa hai iske bagair aap ke analyse aapko nuksan de sakte hain trade open karne se pahle a trend kolaj me check kar liya Karen agar aapane Trend ke opposite side open kar di to aapko loss hoga.
    Definitely Forex trading mein successful trading karne ke liye aapko market mein trend ko acchi Tarah understand karna hota hai friend ki Kuch basic information main aapke sath share karne wali hun jismein trend ki definition aur uski multiple types ko discuss karne ki koshish karunga.

    What Is Trend?




    Dear friends,
    Trend Ka matlab hai rujahan per logon ka jyada rujhan Hoga vahan har koi jaega trend mein jis taraf market ka pressure jyada hota hai market usi taraf hi move Karti hai to dekhte hain market mein trend kis Tarah hota hai jab market apna high trend lagakar thodi back aati hai aur dusra hi pahle wale high trend jyada hota jata hai use waqt ham use market ka trend kahate Hain yahan per agar Trend ke mutabik trade karenge to achcha rahega apni trade ko profitable banaa sakte hain.
    Doubt Forex trading market mein jab aap moment ko judgement aur measure karne ki try karte hain to aapko yah Idea milta hai ki market hamesha apni moment ko complete karne ke sath sath rretracement levels ko bhi touch Karti rahti hai market mein different types ke trend hote hain unki detail nechy discussed karon ga.




    1. Uptrend 2 Downtrend.
    2. 3. Sideways Trend.
    3. 4. Important of Trend.



    Uptrend:


    Aap trend main market ek high ke bad dusra high pahle hi se jyada lagati aur teesra higher dusre se bhi bada lagati hai aur is Tarah apna Kam jari rakhti hai ham aise uptrend kahate Hain.
    Aap friend mein main aapko yah information available hoti hai ki market mein price regularly increase ho rahi hoti hai ya ek bottom-line se start hota hai aur major resistance level tak touch karta hai. Is trend main aapko hamesha maximum advantages available ho sakte hain......



    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	31
Size:	6.0 کلوبائٹ
ID:	12486474
    DownTrend:



    Dear friends,
    Forex chart mein jab market lower low or lower high banati hai to is movement ko ham down world moment kahate Hain is time per market jyadatar red candle banati hai. Trader ko is time per cell ki trade ko open Kiya jata hai hai re dako market ke trend ko find Karke right time per right trade open karne chahie.
    Downtrend main aapko price mein downward movement dekhne ko milti hai aisi situation mein price regularly base per downward movement kar rahi Hoti hai jab market mein price up position se downward movement kar rahi Hoti hai to usko aap downtrend kahate Hain.


    Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	3
Size:	7.8 کلوبائٹ
ID:	12486475

    SideWays Trend:





    Dear friends,
    Market jab sideway move karti hai ya market mein main uptrend hoti hai aur na hi downtrend hoti hai hai market 1 point ko bar bar hit kar rahi hoti hai. Market ki support or resistance ko cross nahin karti bulke Uske darmiyaan mein hi munh Karti rahti hai. Trader ko is time per support se buy ki ki trade ko open karna chahie aur resistance se sell ki trade ko open karna chahie.
    Aisi situation main trader ko long time trade Nahin Karni chahie short term trading mein sambhal lot se trade ko open karna chahie.
    Market mein kisi reason ki vajah se market mein aapko bilkul bhi moment dekhne ko Nahin milati hai jab aisi situation hoti hai ki market mein bilkul na hone ke barabar movement hoti hai hai.
    To usko sideway trend Kaha jata hai aisi situation main aapko trade Lene se avoid karna chahye.




    Click image for larger version

Name:	download.jpeg
Views:	13
Size:	8.3 کلوبائٹ
ID:	12486476

اب آن لائن

Working...
X