Supply And Demand In Forex!!!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Supply And Demand In Forex!!!
    AOA,


    Supply And Demand In Trading:-


    Dear Friends, Forex market ho ya stock ho ya dunia ke koi aur dosri trading market sb supply our demand pe chalti hain . supply aur demand ko samjhna aur us kay asoolon samjjhna sab sy zaida imporent qun kay wo main cheeez hai jo markets ke price ko up ya down move karte hai.
    Aap nay supply aur demand kay concept ko samjhna hai aur phir us sy related aany wali news ko daily obseve karna hai.
    Aur phir un news main sy jo importaant news hoti hain unkay oper idea lagana hai kay market main demand zaida hay ya supply is tarike se ham market main demand zaida hay ya supply is tarike se ham market ki judgement karte hain ki market nahin aap traind main jana hai ya downtrend main jana hai to tabhi hamari trading successful ho sakti hai ky unki hamen market ki trend ko find karne ke liye supply and demand ko jarur dekhna parta hai...



    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	10
Size:	6.3 کلوبائٹ
ID:	12486219


    What Is Demand In Forex Trading?


    Dear Forex Members, Demand ka matlab hota hy talab krna . matlab ya ky market my kise shay ki kitne requirement hoti hay. crunncy ki demand may izafa hota hay to us ki value bhe bhar jate hay ess ke demand main kami atii hay to value main bhe kami atii hay .
    jab demand ziada hoti hay to koi bhi currency ya commodity ooper jaana shuru kar dati hay aur usmen uptrend jaana shuru kar dati hai...


    What Is Supply In Forex Trading?

    Dear Freinds, Supply wo mikdar hote hay joo market main currency ko bhara dati hai. iss ka matlab hay kay market my ya chez zada ho jate hay .
    Ager kise currency ke supply market main kami wakiya hoti hay aur esi kay baraks ager kise currency ke supply main kami ayy to us ke valye main izzafa hota hai kun kay un ke valuue main misalsal izzafa dekhny ko milta hai.
    Jaisa ky ap dimand aur normal pathar aapko har jagha sy milry hain to wo free hain ya bahurt sasty hain.
    Isliye jab market men supply start hoti hai to market downtrend jana shuru kar sakti hai...

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	16
Size:	18.6 کلوبائٹ
ID:	12486220

    Three Types Of Supply And Demand:-


    First: Demand exceed supply, jab market main demand zaida aur supply kum hoti hay to demand supply competition ke wajaha say price main izaffa hota hay . aur wo uptrend men jana staer ho jata hai air iss time pu hamy market main buy ke order lete hain...

    Second: Supply exceed demand jab market main supply zaida aur demand kam hote gai to esi soorat main market ke value main kami ati hai.
    Aur market ka trend down jana shuru ho jati aur iss time pe ham maeket main sell ki trades late hain...


    Third: Equilibrium, jab market ki demand r supply equal hoty hain. Market ki value na km hoti hai na zada hoti hai to esi condition mai hm koi trade nhi krty q k es waqt market mai koi trend nhi hota hai..,.


    Click image for larger version

Name:	download.jpeg
Views:	8
Size:	9.0 کلوبائٹ
ID:	12486221
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Supply And Demand In Forex!!!

    Supply and Demand


    Introduction:

    Financial markets ka inhesar supply aur demand par munhasir hota hai, agar market me kisi cheez (item) ki miqdar log ziada khareed rahen hote hen, to is ka matlab hai k us cheez ki demand ziada hai aur agar us ki talab ki nisbat us ki tadad barh rahi ho to is ka matlab hai k supply ziada hai aur demand kam hai, jis se us item ki qeematen ger jati hai. Forex trading market me currencies ka istemal hota hai, agar market me aik currency jora up ja raha ho to is ka matlab hai k base currency ka demand ziada hai aur agar nechay a raha ho to is ka matlab hai k base currency ki supply ziada hai.

    Click image for larger version

Name:	images (168).png
Views:	5
Size:	11.8 کلوبائٹ
ID:	12354037

    Forex trading me demand

    Dosre financial market ki tarah forex trading bhi demand aur supply pe kaam karta hai. Forex trading me currencies jore aik makhsos value k darmeyan trading karte hen. Jab bhi market me base currency ( GBP/USD me GBP base currency hai) ki demand bare gi to is ka matlab hai k currency jora bullish jayega. Currency jore ki demand me izafay ki aik waja currency jore me mojod quote currency ( GBP/USD me USD quote currency hai) ki demand me kami bhi ho sakti hai.

    Forex trading me Supply

    Forex trading me agar kisi currency jore ki value agar ger rahi hai to is ka matlab hai k ya to currency jore me base currency ki supply ziada howi hai aur ya quote currency ki demand me izafa howa hai. Same aisa commodities me bhi hoga, misal k tawar par agar oil ki qeematen ger rahi hoti hai to is ka matlab hai, k oil ki supply ziada hai.


    Demand/Supply aur Support /Resistance


    Forex trading me demand aur supply k leye support aur resistance ka istemal kia jata hai. Chokeh forex trading me ye mumkin nahi hai k aik currency jora sirf bullish ya bearish jayega, is waja se ye aik khas position se apna trend badal deta hai.
    Jab bhi aik currency ki demand ziada hoti aur up chali jati hai to aik aisa position ata hai k waha se us ki wapasi yaqeeni ho jati hai, us position ko forex trading me selling area ya "resistance zone" bhi kaha jata hai. Isi tarah agar aik currency jora downward jata hai aur supply me izafay ki waja se us ki value me kami waqea ho jati hai, to nechay aik aisa position a jata hai jahan se us ki wapasi yaqeeni hoti hai, us position ko "support zone" ya buying area kaha jata hai.

    Trading on Supply and Demand:

    Agar forex trading me supply aur demand ka factor na hota to currencies pe trading mumkin nahi hota. Forex trading me currencies pair makhsos levels (support and resistance) k darmeyan harkat kar rahe hote hen, is waja se ye traders k leye investment ki opportunity peda karti hai.
    Jab bhi market me demand ziada ho jaye aur qeematen resistance area tak pohunch jaye to us position pe humen sell ki trades open karne chaheye, isi trah jab market me qeematen supply ziada hone ki waja se support level par a jaye to humen buy k trades open karne chaheye. Supply aur demand zone me trading k leye humen RSI ya Schotic oscillators ka istemal karna chaheye.

    Click image for larger version

Name:	images (166).png
Views:	12
Size:	16.6 کلوبائٹ
ID:	12354036

    اب آن لائن

    Working...
    X