Hockey Stick Pattern
Dosto, forex trading me pairs aur commodities ki price ma trader aksar sudden increase ko observe karty hain. is increase ko hockey stick pattern sy observe kiya jata hai. Trader ko es pattern ma buy ki trade ko open karna chahe. Jo trader es pattern ma sell ki trade ko open karty hain unko darsal profit hasil karny ma bhot problem hoti hai or unka account aksar wash ho jat hai.
Simplification Of Hockey Stick Pattern
. Trading ma kuch pair aur commodities asy hoty hain jin ki price ma kbi increase nazar ni ata aur trader in ki history ko bhi observe kar k check kar ley to inc ki price sudden increase nazar ni ata. But phr achanak ik asi news.ati hai ya asi situation develop hoti hai k ye pair ya commodity sudden up move kar jati hai. So trader ko is up move ka benefit utana chahe or es ma small lot sy buy ki trade ko open karna chahe. Asa karny sy trader ka account b safe rehta hai or usko profit b etna big hota hai jo trader kbi expect ni karta. Trader ko asi situations par big lot ko use karny sy perhez karna chahe. Kiu k market ki position ka pata ni chalta or trader ka account big loss ma es sy pans sakta hai. Trader k lae ye he best hai k wo asi trades ko open kary jo esk lae beneficial to ho but account ki saftey ki zamanat b hon.
Hocky stick pattern's formation and explanation.
Hocky stick pattern har pair main nai banta. kyun keh kisi bhi currency ya commodity pairs ki market main itni fast change ya taizi nai ati keh is main very short time main had say ziada increase a jaye yani is pattern main jab aik aisa bahao ata hay keh isky last periods ki nisbat bahut limited time main bahut ziada aur clear high increase a jaye to isko hockey stick chart say tashbeeh di jati hay. Aur ye amooman tab he ho sakta hay keh jab kisi company kay stock ki prices high ho jayain ya is business ki last 20 years kay muqably main sirf aik ya do saal main itna expansion and increase a jaye keh iska chart just like hockey stick ban jaye.
Role of hockey stick pattern in forex market.
Forex market main is pattern ka use bahut kam hota hay q keh maximum traders aisy pairs main trading karty hain jinka clear up ya down trend ho. Jab keh maximum traders daily currency pairs main he trading karty hain kyun keh inka trend bahut stable hota hay jis waja say is pattern main woh routine basis per achi earning kar laity hain. Aur in pairs main kabhi bhi hockey stick pattern nai banta.