What is divergence
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is divergence
    WHAT IS DIVERGENCE

    Asalaam o Alaikum sab members kese hain jese k main soch rha hun kn ap log theek hungy or apna trading work bohat achey se kar rahe hungy.
    Trading main apko kamyab hony k ly bohat he zaroori hai k apko trading k barey main
    acha knowledge ho aor acha experience bhi ho yeah sab tab he mumkin ho sakta hai jab
    aap forex k har method per ache se practice karen or uska knowledge bhi hasil karen aaj
    hum jis topic k barey main parhney ja rahe hain woh bohat he important topic hai forex
    main esko barey barey trader apni trading strategy main use karty hain es ko trend reversa
    l ki information k ly use keya jata hai jee han aaj hum divergence k barey main parhen gy eski
    types vese to kafi ziada hain lekin two major types hain jinko hum bullish divergence or bearish
    divergence k name se janty hain suna to sb ne hoga es divergence ko aaj esko study kren gy or
    daikhen gy kese hum esko apne trading plan main use kar k faida utha sakty hain















    Divergence:


    mere piyarey traders divergence ko understnd karna bohat he zaroori hai or yeh ek bohat he
    zaroori factor hota jab apko technical chart k sath sath indicator chart ki prices ek dusrey se
    mukhtalif milti hain yani k technical chart main prices up ja rahi hun or apka indicator RSI apko
    chart price down show kar rha ho to wahaan aap easyly divergence ko find kr lyte hain esko he
    divergence kha jata hai esko mazeed samjhne k ly ap esko bullish or bearish divergence main
    alag alag study kren gy ta k apko koi confusion na raahe.


    1: bullish divergence
    2:bearish divergence
    3:REQULAR DIVERGENCE
    4:HIDDEN DIVERGENCE


    all members jab ap divergence ki classification ki bat krty hain to yeh do trah ki hoti hai hain
    ek jese k maine apko btya k bullish divergence hoti hai or ek hoti hai bearish divergence inko
    or detail main sajhne k ly inko alag alag study karty hain


    Click image for larger version

Name:	hidden and regular on same bitcoin chart.PNG
Views:	1
Size:	79.6 کلوبائٹ
ID:	12484244








    Bullish Divergence:


    mere piyare dosto bullish divergence ko samjhna bohat he asaan hai jab apko
    market main ek solid Sell trend nazar arha ho market es trend k peek per ho or
    wahan per market kuch doubtfull movement krey to apko apne indicator RSI per
    daikhna hai k market ki movemnet ab kia hai to wahaan apko agar prices increase
    hoi nazar ayein jo k bilkul opposit dirction main hun to ap wahaan basaan trendline
    ki madad se es divergence ko identify kar sakty hain or yeh divegence es bat ka signal
    hoti hai k market main ab trend change hony wala hai ya yeh trend jo chal rha hai yeh khtam honey wala hai.
    eki bullish divergence us waqat banti hai jab qeemat girti hai jo ke last low se neeche ek
    or low bnaey or apka koi bhi indicator apko high prices show krwa raha ho or wahaan apko
    yeh mehsoos ho sellers apna hold lose kar chukey hain or power buyers k hath main arhi hai
    ya woh ready hain k buyers ab market ka control lene k ly tayar hain yahaan ap
    bullish divergence ko mark kar lain yahan apka downtrend khtm ho rha hai






    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	1
Size:	8.0 کلوبائٹ
ID:	12484245








    Bearish Divergence


    Bearish divergence us waqat banti hai jab market higer high per pounchti hai to us
    pattren main technical indicator low bna raha ho to yahaan aisa pattren apko yeh show
    karta hai Bearish Divergence ban rahi hai yahaan per buyers ab market main apna
    control khtam ho rha hai or or yahaan sellers ready hain market ka hold hasil karne k ly
    dear all member agar to ap log bullish divergence ko achy se samjh gaye hain to apke ly
    bearish divergence ko samjhna bhi bohat asaan hai yeh bilkul bullish divergence k ulat
    kaam karti hai yeh ek buy trend main prices k high level yani k trend k top per baney
    gi technical chart main prices barh rahi hunn or apko indicator show kar raha ho k
    market main prices kaam ho rahi hain to apko pta lag jana chahye k yeh ek bearish
    divergence hai or jo k yeh prove karta hai k yahaan se market ka trend change honey
    wala hai yeh trend change krne wali divergence hoti hai es traha se ap es trha se market ko bohat asaani se trade kr sakty hain




    Click image for larger version

Name:	BD.jpg
Views:	8
Size:	246.8 کلوبائٹ
ID:	12484246




    How to trade divergence








    Dear members jab apko pta chal jaey k mrket main bearish ya bullish divergence ban
    chuki hai to apko just wait karna hai k apko koi evidence miley evedience mile jo
    k confirmation ho k ab market yahaan se reject ho kr wapis janey wali hai ya buy
    trend main janey wali hai wahaan apne apni trade open karni hai or apna stop loss
    rected point se 20pips up rakh lena hai es traha se ap ek bohat he achi trade ko bohat
    asssani se market main catch kr sakty hain or yeh bohat he profitable trade hoti hai es main ratio kafi ziada hota hao profit ka


اب آن لائن

Working...
X