Advantages and disadvantages of leverage in forex trading...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Advantages and disadvantages of leverage in forex trading...
    Profitable trading karne ke liye jaruri hai ki ham trading ke basic ko samjhaie jab ham trading ke basic ko samajh jaenge to tab hamari trading behtar ho sakti hai isliye hamen Forex trading ke basic ko samajhna bahut jaruri hai tab hi ham successful trading kar sakte hain agar ham Forex trading ke basics ko Nahin samajhte Hain to fir hamare liye trading karna mushkil ho jata hai isliye hamen koshish Karni chahie ke ham Forex trading ko samjhe jab ham samajh jaenge to tab hamari trading aasan ho jayegi aur ham tab hi profitable trading kar sakte hain.
    Hamen trading karne ke liye broker ki taraf se hi leverage Di jaati hai aur hamen isko acche tarike se samajhna chahie ki kya yah leverage hamare liye behtar ho sakti hai yah hamare liye bata Nahin ho sakti hai aaj ka hamara topic leverage ke advantage aur disadvantage per hai.

    What is a leverage:


    Click image for larger version

Name:	images - 2021-12-13T090703.047.jpeg
Views:	2
Size:	31.0 کلوبائٹ
ID:	12484212

    Trading mein leverage vo amount hoti hai jo hamen main kam amount se jyada amount ki trading karne ki facility Di jaati Hai use ham leverage kahate Hain broker ki taraf se hamen yah facility provide ki jaati Hai ki ham kam amount se bigtrade le sake aur market mein main working kar saken ise ham trading ki leverage kahate Hain leverage ke hamari trading mein bahut se benefits bhi hai aur bahut se disadvantage bhi hai isliye hamen inko samajhna bahut jaruri hai.

    What Are the Effects of Financial Leverage?

    Leverage ke hamari trading per bahut se effects hote Hain leverage ko do dhari talwar bhi Kaha jata hai ki unke leverage ki vajah se ham kam amount se market mein big trade scope and kar sakte hain agar hamare pass leverage Na ho to ham bigtrade Nahin le sakte hain ham utani hi trade lage jitna hamara maut hogi lekin leverage ki vajah se hi yah hamare liye possible hota hai ki ham apni trading mein bahut hi kam amount se bag trade open kar sakte hain isliye leverage hamare liye bahut profitable hoti hai aur bahut se broker bahut kam leverage dete Hain lekin kuchh broker trading ke liye bahut hi best leverage provide karte Hain.

    Advantages of leverage:

    Hamari trading Nahin leverage ke bahut se benefits hote hain unke ok jab hamare pass trading ke liye amount kam hoti hai to ham leverage ki vajah se hi market mein main jyada amount keytrade open kar sakte hain agar hamari leverage Na ho to ham bahut hi kam amount se market mein trade open karenge ki vajah se hi ham market mein lot size ko istemal kar sakte hain. Leverage ki vajah se hi hamare liye yah possible hota hai ki ham bahut Kam Nahin amount se market mein bahut achcha profit le sakte hain kyunki jab ham market mein Big lots are iske sath trade open karte Hain to hamen market mein bahut hi achcha profit mil sakta hai agar hamare pass liveries Nahin hogi to ham Big lots aaj ko istemal nahin kar sakenge aur Is Tarah se ham kabhi bhi big amount mein profit Nahin banaa sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images - 2021-12-13T090744.296.jpeg
Views:	1
Size:	31.8 کلوبائٹ
ID:	12484213


    Disadvantages of leverage:

    Hamari trading mein leverage ka sabse bag disadvantage yah hai ki jab ham market mein kam amount se Big lot size post Amal karte Hain to iski vajah se a hamara pura ka pura account bhi loose ho sakta hai kyunki jab hamare pass amount kam hoti hai to ham apni trade Big lot size ke sath open karte Hain jis ki vajah se market mein job market hamare against jaati Hai to isase hamara bahut bada nuksan ho jata hai aur hamen market mein itna jyada nuksan ho jata hai ki hamara account w ho jata hai isliye agar hamari leverage kam ho to ham big large size se trade nahin kar sakte hain jiski vajah se hamara account safe rahata Hai ISI Tarah se market mein jahan per leverage hamare liye best Hoti Hai vahan per livery se hamara nuksan bhi ho sakta hai.

    Is Leverage Good or Bad?

    Leverage hamare liye bad bhi ho sakti hai aur good bhi ho sakti hai hai hamen samajhna chahie ki agar hamen broker ki taraf se acchi leverage mil rahi hai to hamen chahie ke ham pure analysis ke sath aur market ko acche tarike se samajhte hue trade Kiya karen to tab yah leverage hamare liye best hogi aur ham market se bahut hi achcha profit le sakenge aur agar ham blindly trading karenge to fir ham jab Big lot size ko istemal karte Hain to hamen market mein nuksan ho Sakta Hai iski vajah ji hai ki jab hamare analyses acche Nahin hote hain aur ham market ko Nahin samajhte Hain to fir iski vajah se hamara pura ka pura account bhi wash ho sakta hai isliye hamen main Apne account per leverage ko jyada rakhna chahie lekhan trading acchi management ke sath aur acche analysis ke sath Karni chahie.

اب آن لائن

Working...
X