INTRODUCTION
Dear friends Forex trading business kertay huay aik cheez jo sub say ziada traders kay darmiyaan discuss hoti hai woh market ki achanak bohat barri movement hai aur phir usi tarah achanak movement ruk jaati hai ya opposite bhi hojati hai. Forex trading mai successful honay kay liye iss ki wajah say waqif hona bohat zaroori hai.
INCREASES DEMAND
Dear members market ki achanak movement ki wajah uss mai achanak kissi currency ya commodity matlab oil,silver goold waghaira ki demaand barh jana hota hai. Kiyu kay jab demand barhti hai aur market uss demand ko poora nahi ker paati tab prices up jaati hain aur wo demand poori kernay kay liye ziada price pay buying shuru hojaati hai. Issi tarah jab koi cuurency ya commodity achanak market mai bohat ziada supply hojati hai to uss ki price bhi kamm hojati hai kiyu kay demand kamm aur supply ziada hojati hai jiss i wajah say prices bhi kamm hojaati hai
INCREASE RISK
Dear friends Iss tarah market mai achanak movement banti hai jo small traders kay accounts kay liye bohat bara risk bann jaati hai.
HOW TO AVOID RISK
Friends market ki achanak hi move start ho jati hey aur yehi wjha he keh bohot sarey traders is mein loss bhi kar detey hein isliye hamen chahiye keh hum always forex ke rules ko achi trha se follow kartey rahen jab hbi hum trade lagayen kioun yeh market hey aur iski movement aur condition ka koi pata nahin chalta hey kisi bhi waqt uper nichey aur fast hoti rehti hey isliye hamen chahiye keh hum always "Money Management" and "Stop Loss" ko lazmi join kartey rahen takeh hum is mein kisi bhi barey loss se bach saken aur kisi bhi buri condition mein hamara account fully safe ho tab hi hum is business mein achi trha se kamiyab ho saktey hain aur is mein achi trha se long term tak work kar saktey hain.