Dear agar baat ki jay Forex me use hony waly sab sy asan indicators ki to in me darj zail Indicators aty hen:
Tamaam Indicators me sab Ka apna alag working style Hy aur market me behtreen predictions leny Kay leay different situations me inko use Kia jaa skta Hy.
1. Moving Average
Moving average Sada si line hota hai jo price ke sath sath chalta hai ise trend Ka Pata Chalta Hai Ki market uptrend Mein Hai downtrend Mein Hai Ya side way move Ka rhii Hai moving average two type Ke hote hain
In indicators me mein zada Fark Nahin Hai Magar bahut zada trader exponential moving average ka istemal Karte Hain. Agar moving average ki line price ke upar ho to downtrend banta hai. Agar moving average ki line price Ke Niche ho to uptrend banta hai.
2. Fibonacci indicator
Jaisa ki Ham Jante Hain ki price Sidhi Nahin Chalti balke Upar niche support and resistance ki taraf move karti hai price stair ki Shakal Mein up ya down move Karti Hai in stair k level ko Fibonacci ki Kaha jata hai . Ine level ko is hisab sey set kiya jata hai .
(23.6%) (38.2%) (50.00%) (61.8%) (76.4%) .
3. Bollinger bands
Bollinger bands river Ke kinaron Ki Tarah Hote Hain Jo price ke sath sath donon Taraf Chalte Hain .
4.MACD
Agar aap MACD ko chart ke andar use karte hain to alag se ek new window zahir hoti hai aur Iske andar do Line Show Hote Hain Agar yah do line Ek dusre ko cross Karen To Hamen sell aur buy ka signal deti Hain .
5. Parabolic sar.
Yah bahut hi simple aur Aasan indicator hai ismein trend kahan se start hota hai aur kahan khatam hota hai donon Dikhai Dete Hain yah indicator sirf uptrend Aur downtrend Ke Andar Humko acche results deta hai Jab market side way move kar rahi ho to use Waqt yah Hamen galat signal provide karta hai is indicator mein daane Hote Hain Agar uptrend hoga Tu is indicator ki jo (datt) dane Hain vah niche Hogi Agar downtrend hoga to is indicator ke Dane Upar ki taraf Honge .
6.Stochastic
Ya chart Ke Niche new window mein show Hota Hai yah bhi Hamen buy aur Sell ka signal provide karti hai ismein Ek line zero per hoti hai aur dusri 100 per aur uske Darmiyaan 20 aur 80 Mein Ek line hoti hai Agar line 20 ko touch karen to iska matlab hai ki market buy Jayegi aur Agar line 80 ko touch Kare to iska matlab hai market sell aygi .
7.RSI
RSI Stochastic se Milta julta Hai ismein bhi reading zero se 100 Tak hoti hai agar market 30 ko touch karen to buy ka signal Milta hai aur Agar market 70 ko touch Karen to Sell Ka signal Milta Hai .
8.ADX
ADX trend ki Simat ko nahi trend ki majbooti ko zahir Karte Hain yah aapko trend ki direction Nahin batata balki uski strongness batata hai ki yah trend Kitna strong Hai Iski reading zero se 100 Tak Hoti Hai 20 se niche kamjor aur 20 se upar strong trend zahir karti hai
9.Ichimoku Kinko hyo
Yah indicator 4 part ke upar mushtamil Hota Hai 1. kinjun sen 2. tenkansen 3.chikou span 4.senkou span yah Ek bahut hi Achcha indicator Hai yah Hamen buy aur Sell ka signal provide Karte Hain
- 1. Moving average indicator
- 2. Fibonacci indicator
- 3. BollingerBands
- 4. MACD
- 5. Parabolic sar
- 6. Stochastic
- 7. RSI
- 8. ADX
- 9. Ichimoku Kinko hyo
Tamaam Indicators me sab Ka apna alag working style Hy aur market me behtreen predictions leny Kay leay different situations me inko use Kia jaa skta Hy.
1. Moving Average
Moving average Sada si line hota hai jo price ke sath sath chalta hai ise trend Ka Pata Chalta Hai Ki market uptrend Mein Hai downtrend Mein Hai Ya side way move Ka rhii Hai moving average two type Ke hote hain
- A. simple moving average
- B. exponential moving average