assalam o alikum dear member ye bat ap log achi tarah sa janty han ka market 24 hours open hoti ha lakin is ka matlb ye nhe ha ka ap na har waqt he is main trade karni ha or ye ap ko har waqt acha khasa profit deti rahi gi asy nhe hota ha is main work karny ka trade karny ka time hota ha or ye jo time hota ha is main market acha move deti ha jis ki waja sa ap is sa acha kar ka profit hasil kar skty han. Agar ap is main proper earning karni ha to ap time frame ko samjhna hop time period ko samjhna ho jis sa ap is market sa achi trade utha skty han
Market session
Dear member ye bahut he ahim topic ha asal main is market main 4 sesction han jin main market main zeyada trade ki jati ha to ye woh time hoty han jin main ap trade kar ka is sa acha profit hasil kar skty han. monday sa le kar friday tak market 24 hours open hoti ha lakin is main 4 session hoty han .
Sedny
ye sab sa phela session hota ha jo ka market ki opening ka sath he shuru hota ha main zeyada tar australin areas sa people work kar rahy hoty han to is main ap log achi trading kar skty han ye session pakistan time main subah 3 bjy shuru hota ha or ye 12 pm tak chalta ha lakin is main trae karni ha to is ka last 2 hours bahut he ahim hoty han in main acha move ata ha to ap trade kar skty han.
Tokiyu session
ye seesion subah 4 bjy open ho jata ha to dekhen ye market pori world main work kar rahi hoti ha ab ye trade karny ka best time ha subah sa 3 sa din 1 tak kun ka is main 2 market open hoti han to ab ap in sa related courncy par trade kar ka is sa cha profit bana skty han.
London And New Yark Session
ye dono bahut he ahim session han kun ka in main euro or usd ka pair par trade hoti ha or ye asy pair han jin par sab sa zeyada trade ki jati ha agar ap is market sa acha profit hasil karna chaty han to ap ko in dono session main work karna hoga or yehe trade karny sa sab sa best time hota ha. london session 12 sa rat ko 9 bjy tak open hota ha or new york session sham 5bjy open hota ha to matlb trade karny ka yehe sab sa best time ha.
Fundamental movement
ab jo sab sa best time ha woh news ka ha agar to ap news ko achi tarah sa analysis kar lety han to ye woh time hota ha jis main market bahut he zeyada fast ho jati ha or ye ap ko acha profit de skti ha bas ap ko karna itna ho ga ka daily ap na forex factory sa news ko dekhna ha un ka time dekhna ha oor us news ko analysis kar ka ap na trade karni ha ab news ka pata ap ko forex facrtory sa chaly ga