Forex trading ke different khasosiyaat ke wajah sey kaafi saary traders baki markets ke nisbat forex trading ko zaida tarjeeeh dety hain. Main aap sy kucch khasoosiyat aise share karta hun jinn sy aapko forex trading sy lagao aur bhe zaida ho jaata haiy.
Volatility
Traders market mein volatility koo zaida preffer karty hain kunkay market mein volatile honay ke wajha sy kafi zaida profit opportunities paydaa hoti hain. Aurr ess say long term trader sqy lay kar short term traders aur day traders tak saary he faida uthaty hain. Agar stock market main volatility nahe hai to price main tabdeeli na aany ke wajha sy profit nahi ho sakta hai. Es k barraks forex trading kafi volatile honay ke wajha say profitable hai.
Possibilities
Leverage ky honney ke wajjha say ap apnay deposit say kahin zaida apna profit bana saktey hain aur leverage kay istemaal say aap apney profits ko qai gunna multiply kia ja sakta hai. Agar,cha ye dheyaan rakhna chahey kay leverage ka ghalat istemaal aapky deposit amount ko foran loss ma ly jaa sakta hai. Lehaza levrage ko wisely use kafna cahey.
Manageable Risk
Forex trading riskyy hay aur ess mein jahan profit hota ha wahan loss bhee ussi tarha ho sakta hai to risk ko manage karney kay liey ap kayy pass different tools hoty hain. Jesa kay aap stop loss order tool ko use kar kay aap aik khas point par apny loss ko control kar sakttay hain. Aur ye tool aapko instaforex provide kar raha ha.
Experience before you invest
Forex mainn invest karny sy pehly real investment ke tarha apny kaam ko test kar sakty hain. Aur ye kaam karny ka liey aapko Demo Account ke facility provide ke jaati hayi. Es kay elawa aapko online educational facilities weghra, webinars, books aur videos online bht zaida tadaad main available hain.
Technology
Bokers technology ke development ko constantly monitor kartey hain or waktt k sath sath new facilities continuesly traders ko provide ke jaayi hain. Jesa kay aaj kal kay jadeed dor main aapko Trading Robots ke facility hasil hai jis sy automated trading hoti hai. Or binna insaan kay robots trades open aur close karty hein.