Combination of moving average and Relative strength index strategy.....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Combination of moving average and Relative strength index strategy.....
    Trading ke liye hamen analysis karne padte hain aur market mein jab ham analyses karte Hain to ham market mein different types ke tools ko istemal karte hue market ke analysis karte Hain kyunki hamare liye market ka analyses karna bahut hi important hota hai aur jab tak hamare analyses perfect Nahin hote hain tab tak hamari trading acchi Nahin Hoti Hai isliye hamen Apne analyses ko perfect tarike se karna padta hai Sahab bhi ham kamyab hote Hain aur agar ham acche aur perfect analyses Na Kar len to fir hamen kamyabi Nahin milati Hai.
    Analysis ke liye hamen different tools ke sath 7 indicators ko bhi istemal karna padta hai aur ham kuchh indicators ke combination ki vajah se bahut hi acchi strategy banaa Lete Hain aaj ham moving average and relative strength index key strategy ke bare mein baat karenge.

    Moving average:

    Trading main moving average ek bahut hi famous indicator hai aur bahut se expert trade abhi is indicator ko istemal karte Hain movie average ek simple si line hoti hai jo market ke sath sath movement Karti rahti hai agar market ki price moving average se niche ho to market ka price ka trend downtrend hota hai aur agar moving average market price se upar ho to market main main aap friend hota Hai Is Tarah se ham moving average ki reading ko dekhte hain aur market mein trading kar rahe hote Hain aur Is Tarah se hamari trading kafi behtar ho jaati Hai kyunki yah ek simple side kata hota hai aur hamen market ki bahut acchi information deta hai.

    Relative strength index:

    Relative strength index indicator ek oscillator indicator hota Hai aur market mein hamen oversold and overbought level ko batata hai aur ham bahut hi aasani se market ki position ko analyse kar sakte hain job jab relative strength index indicator ki value 70 se upar ho jaati Hai to ham isko market ka overbought kahate Hain aur jab relative strength index key value 30 niche chali jaati Hai to ham is ko market ka oversold position kahate Hain Is Tarah se a market mein relative strength index indicator hamen kafi helpful hota hai aur is se hamen kafi achcha signal milta Hai.

    Combination of moving average and relative strength index:

    Jab ham Apne price chart per moving average or relative strength index indicator donon ko istemal karte Hain to ham market mein bahut hi acche analyzers kar sakte hain kyunki moving average se hamen market ke trend Ka pata chalta Hai hai aur sath mein jab ham relative strength index indicator ko istemal karte Hain to is samay market ke overbought or oversold level Ka pata chalta Hai Is Tarah se hamare analysis kafi acche ho jaate Hain aur ham market mein kafi acchi trading kar sakte hain.

    Explanation in the chart:


    Click image for larger version

Name:	IMG_20211206_143851.jpg
Views:	1
Size:	180.1 کلوبائٹ
ID:	12483044

    Jab ham price char ko dekhte hain aur moving average market price se upar hota hai aur relative strength index key value 50 se kam ho jaati Hai to tab hamen market mein chalenge opportunities milte Hain aur ISI Tarah se jab ham price chahat mein dekhte hain ki moving average ki line market price niche hai aur relative strength index key value 50 se upar ho gai hai to tab hamen market mein jab per kyon Nahin milati Hai aur Is Tarah se hamen market mein bahut hi acche signal milte Hain aur ham market mein bahut achcha aur le sakte hain.

    Conclusion:

    Hamen koshish Karni chahie ki ham apni strategy ki bar bar practice Karen jab ham apni strategy ki bar bar practice karenge to tab hamari status hi behtar hogi aur ham market mein behtarin analyses kar sakenge isliye hamen chahie ki ham moving average or relative strength index ki practis Karen taki ham acche analyses kar saken aur apni trading ko behtar banaa saken ya state ji hamare liye bahut hi powerful hoti hai aur hamen isase bahut acche results milte Hain.

اب آن لائن

Working...
X