INTRODUCTION
Dear friends High frequency trading bhi traders ka aik style hay jes ko trading strategy ka be name dia ja sakta hay, multiple market aur different countries ki economies ko analysis karny key bad market condition ka andaza lagaya jata hay aur us key bad hi trades place key jate hey es ko high frequency ki trading kaha jata hay, independent traders key trades tab tak batter result nahi de sakta jab tak wo trading styles ko priority nahi den gey, High frequency trading be achi trading technique ho sakti hay agar gold traders USD aur es se related stocks ki markets ka jaiza lety hey to gold market ki condition ka us ko zyada acha andaza ho sakta hay.
![Click image for larger version
Name: R5Mk4.png
Views: 1
Size: 12.7 کلوبائٹ
ID: 12482919](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12482919&d=1638786854)
KNOWLEDGE AND EXPERIENCE FOR HIGH FREQUENCY TRADING
High frequency trading kay liye bhi bahut deep knowledge ka hona zaroori hai tab he aap kar sakte hai zyada tar ye trade pro traders he karte hai jo ky her pehlu sy market ka jaiza lay ky trade karte hai and jo different technique traders use karty hai un main ye ek ye bhi hai aur is ke ilawa Forex market main money ko mange karna bohat zaroori hay. jesa kay ager ko trader money ko manage hi nahi karta to wo market main apnay account aur trade kay risk ko bhi manage nahi kar sakta. ager money achi trah say manage ho jaye gi ho forex market main apka account safe ho jata hay. isi trah say risk kay sath sath money management bhi chalti rehti hay. aur risk money management say risk management ki waja se aap kay account kay safe honay ki chances zayda ho jatay hain. aur jo trader na money management kerta hay aur na risk management kerta hay wo hamesha loss main hi rehta hay aur us k boht baray baray losses ho jatay hain.aisi tarah trader ko different teqnique ka use karna chahyee apni trade ko acha karne ke liye
![Click image for larger version
Name: istockphoto-180750308-612x612.jpg
Views: 1
Size: 77.0 کلوبائٹ
ID: 12482921](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12482921&d=1638787162)
SCALPING VS HIGH FREQUENCY TRADING
Dear forex friends, Scalping Trading , trading ki wo type ha jis ma traders market ma entry marta ha or profit leke chala jata ha. Means, ye very short time entry ha forex trading ma. But is mukhtasar waqt ma TP hit karne k liye high level ki accurate Analysing abilities Darkaar hain. You need an Eagle eye. Is ma few pips pe Big Lot ko set kia jata ha, or profit earn kia jata ha. High frequency trading Long time k liay kia janey wala trade bhi ban sakta hea Jo k Mahino tak chalta rehta ha. Is ma Trader ko market news , Experts opinion and predictions pe bhi Focus karna bahut zaroori ha. Jub k scalping trading few minutes ki trading ha .1 waqt ma dono ho sakti hain lakin 1 waqt ma 1 trading ko adopt karna behtar ha