What is market correction
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is market correction
    INTRODUCTION

    Forex market mai market correction uss waqt kerti hai jab aik pehlay say defined price ko touch ker lain. Woh price uper end bhi ho sakti hai aur lower end pay bhi ho sakti hai. Forex market mai price correction kay baad market dobara price adjust kerti hai jo higher end ko touch kernay pay low price hoti hai aur lower end touch kernay pay high price set hoti hai. Correction mai ziada ter traders ki pehlay say opened trades mai kuch na kuch faraq zarur ata hai laikin itna ziada faraq bhi nahi ata kay bohat ziada he loss ho jaey. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai jinn ki wajah say unhain profits earn hotay hain aur loss say bacha jaa sakta hai. Forex trading business mai traders ko achi learning aur experience gain ker kay he kaam kerna chaiye takay experience aur skills ki madad say achi trading ki jaa sakey. Aur forex jaisay aik achay business ko ziada arsay takk apnay profit kay liye use kia jaa sakey. Forex aik world wide business Hai jiss say unlimited earnings ki jaa sakti hain


    Click image for larger version

Name:	istockphoto-1262836699-170667a.jpg
Views:	1
Size:	55.8 کلوبائٹ
ID:	12482904



    TECHNICAL ANALYSIS FOR MARKET CORRECTION


    Technical analysis aur indicators signals strategy key fail hony ka reason hi market ka correction karna hota hay, market correction process key bary me proper achi information na ho to koi be traders loss se nahi bach sakta hay es key ley traders ko proper learning karny par depend karna ho ga, market jab correction condition me ati hay to hameri technical analysis strategies agar powerful be ho ye fail ho jati hay magar fundamental analysis kesi na kesi waja se hamy kamyab kar leti hay, ye knowledge hasil karna zarori hay key Forex market kinu aur kes condition me hi correction kar sakti hay

    Click image for larger version

Name:	unnamed.png
Views:	1
Size:	35.8 کلوبائٹ
ID:	12482905


    MOVEMENT OF CANDLE STICK IN MARKET CORRECTION



    Forex market main jub candles ki movement ayes hoti hai k market main humain different time frame main choti choti candles bullish and bearish nazar ati hai tu osko hum market ki correction vawe kahty hain jub k market continueusly jub aik he trend main moe karti jay aghr market bulish ahi or continuesly bullish hai os ko hum kahty ha market main impulse wave hai jis ko hum apni trading k liye move karty hain market main enter tab he hona chahye jub market correction kar rahi ho q k ayse market main risk kam hota hai or loss hony k chances bhi kam se kam hoty hain

    Click image for larger version

Name:	attachment.png
Views:	6
Size:	88.9 کلوبائٹ
ID:	12482908

    MARKET CORRECTION AT COMMODITY AND CURRENCY

    Market correction ka matlab kisi khas currency, commodity ki price mein peak point se 10% ya ziyada ki kami hona ha correction short time ya long time dono tak ho sakti ha correction ko mukhtalif tareekon se analyse kiya ja sakta ha like jab koi currency ya commodity bohot strong ya over perform kar rahi ho, to wo hamesha aik hi direction mein nahi jaye gi aur jin traders ko profit hua ha, wo profit taking bhi karain gy jab profit taking start hoti ha, to price reverse ho jati hai corrections market ko refresh ya readjust kar leti hain aur correction se pehlay aur baad mein dono trade open karnay ki achi opportunity hoti hain kyun kay correction kay baad market wapas previous direction ki taraf chalna start kar deti ha
    jab market ka trend up ward hota ha yani ky market oper ki traf chali jati ha is waqat market correction krti ha market correction temporary be ho sakti hay jo market price ko reverse kar sakti hay, market correction overvaluation ko fix karny key ley hi 10 percent ki adjustment down trend me karti hay, ham es ko kabi be bearish trend nahi keh sakty ye down trend temporary hoti hay jo kesi be time U turn le kar up trend me change ho sakti hay, jab market me correction ho rahi ho to esy time me careful aur alert ho jana chaye

    Click image for larger version

Name:	AUD-Commodity-prices.jpg
Views:	1
Size:	45.1 کلوبائٹ
ID:	12482913

اب آن لائن

Working...
X