Asslam o alikum umeed ha sab khairiyat se hon ga.aj ma ap ko currency aur gold ka bara ma batao ga.
Currency and gold
Gold apni khalis dahati chamak aur digar khasosiyat ki bina par century se insani tawajoo ka mohar raha hai.dollars currency ki waja se mulki digar halat ki waja se up ya down ka shikar rahta hai.jab dollars kamzor hota ha to ye log gold buy karta han aur jab dollar strong hota ha to log gold sell karna start kar data hun.easy wording ma dollar our currency aik dosray ka opposite chalti han.
Australia duniya ma sab se zayda gold paida karne wale third bara mulk ha. Is ka liye astrailan dollar aur gold ki price saath saath chalti ha.jasa ka nicha tasveer ma ha.
Black gold or oil
Gold ki importance apni jaga magar gold ka bagair mashiyat ka payi rawa dawa han lakin oil ka bagair na mumkin hai.canada oil paida karne wala sab se bara mumalik ma se iak mulk ha.america ko oil exports karna wala mumalik ma sa sab se pehla number wala mulk canada ka ha.iak andaza ka mutabiq canada rozana 2 million barrel oil sirf america ko exports karta han. Jis ki waja se canada currency bi baraya rasat mutasir hoti ha.kyu ka jab oil ki price up jati han to canadian dollars ki price bi up jati han.jasa ka nicha wali pic ma dekhya gaya ha.
Kyu ka candain ki exports ka 58 percent america ko oil ki bar amad par ha is liye agar america ma sanat susati ka shikar hoti han to canada ka oil ki baramad ma kami ho jati ha jis ki waja se oil ki price ma kami ati ha aur canadian dollars bi gir jata hai.dosri tarad american sanat ma tazzi ati han to is tara oil ki talab ma izafa hota han jis ka natija ma canadian dollars strong ho jata han.