Reverse hedging in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Reverse hedging in forex
    REVERSE HEDGING

    Assalam o alaikum dear members and traders Aaj mai aap ke saath aik aisi strategy share karna chahta Hu jis say forex main bahut fayda uthaya ja sakta hai traders hedging ko use karte hain takay kay loss ko roka ja saky. Agar hedging ko reverse kar kay istamaal kia jaye tou profit bhi tou ziada kiya jaa sakta hai

    Click image for larger version

Name:	1630072931.png
Views:	1
Size:	73.0 کلوبائٹ
ID:	12482815

    PLANNING FOR REVERSE HEDGING

    Reverse hedging technique mai hum Agar aik trade Eur/Usd mai sell ki open kar laitay hain aur uska lot size 0.02 rakhtay hain. Aur wo trade profit mai chali janay say faida hota hai. Issi jab Eur/Usd mai Usd faida day raha hota hai tou usi waqt kisi aur pair mai jaisay Usd/Chf ya Usd/Cad hain uss mai buy ki trade open ker lain aur uss mai bhi same 0.02 ka he lot size rakh lain iss Tarah aik trade sell aur aik trade buy mai profit day jaey gi aur Iss Tarah hedging ko reverse kar Liya jaye toh bahut achi strategy ban sakti hai. Forum ka monthly bonus anay wala hai iss liye iss baar iss strategy ko apply zarur ker kay daikhain friends jab tak aap ki over all sari trades profit mai na aa jaye ap ais market mai trades lagaty jaty hai ais mai ap starting mai chaye aik trade lagye ya 2 ye apki apni marzi hoti hai aur aus k hisab se ap ais market mai trade karty hai aor ais market mai se paisa kamaty hai ye apki plan par hota hai k starting kis tarahaap ko leni hai

    Click image for larger version

Name:	Hedging-Strategy-8.png
Views:	4
Size:	28.6 کلوبائٹ
ID:	12482816

    ACCOUNT REQUIREMENTS

    market mai jab ap aik dafa apni trading strategy banate hai to aus mai aapko ye dekhna hota hai k ap k pass account kitna hai aur aus par ap ki ye trading strategy kamyab ho sakti hai ya nahi agar ap ne ais market mai hedging karni hai to aus k liye aapko account bara chahiye aur aus k sath high leverage wala account chaye ais mai ap lot zayda karty jate hai.

    Click image for larger version

Name:	Hedging.jpg
Views:	6
Size:	31.8 کلوبائٹ
ID:	12482817

    EXPLANATION

    Forex trading mein hedging se Murad yah hoti hai ki Jab Ham ek trade place karte Hain aur hamari trade hamari prediction se reverse move karna shuru kar deti hai Ham kuch time wait karte Hain Magar trade reverse chalti rehti hai, ek waqt aisa aata hai ki hamen lagta hai ki hamara account wash ho jaega to use Surat Main broke ne hamare liye ek facility muhaiya ki Hai jisko hedging strategy kaha jata hai. Jitne lot size ka humne order place Kiya hua Hai uske same lot size ka order ham apni trade ke ulat Main laga sakte hain is process ko hedging strategy kaha jata hai. Hedging ko aap emergency situation ke liye use kar sakte hain normal halat main is ki zarurat nahi hoti

    Click image for larger version

Name:	maxresdefault.jpg
Views:	2
Size:	31.2 کلوبائٹ
ID:	12482818

اب آن لائن

Working...
X