Details about moving average crossover trading strategy.....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Details about moving average crossover trading strategy.....
    Trading ke liye ek powerful strategy Ka Hona bahut jaruri hai jab tak hamare pass ek powerful strategy Nahin Hoti Hai tab tak hamen kamyabi Nahin mil sakti hai isliye agar ham successful trading karna chahte hain to hamen ek powerful strategy ki jarurat Hoti Hai tab hi hamen kamyabi mil sakti hai. Trading ke liye hamari strategy kitni acchi hogi ham utani hi kamyabi milegi aur agar hamari strategy acchi Nahin Hai to fir hamare liye kamyabi bhi nahin ho sakti hai isliye hamen apni status ji ko powerful banana bahut jaruri hai.
    Moving average crossover strategy bahut hi best strategy hai isliye hamen iski bare mein knowledge Lena bahut jaruri hai.

    What is trading strategy:

    Ham jis planning aur aur Jaise style se trading karte Hain use ham trading ki strategy kahate Hain hamari trading ke liye strategy Ka Hona bahut jaruri hai Hai jab ham ek khas strategy ke sath trading karte Hain to tab hi hamari trading successful ho sakti hai isliye hamen trading karne ke liye ek acchi strategy ko choose karna chahie tab hamen kamyabi hoti hai aur agar ham ek acchi state ji Nahin banaa sakte hain to fir hamen success Nahin milati Hai.

    Planning for strategy:

    Ek powerful strategy ke liye planning Ka Hona bahut jaruri hai jitni hamare planning aur practice acchi hogi utani hi hamari strategy acchi hogi isliye hamen pahle planning Karni chahie taki ham acchi planning ke sath ek acchi strategy ko istemal Karen. Ham jitni acchi practice karenge Tu itni hi hamari strategy behtar hogi isliye hamen daily basis per apni strategy ki practice karni chahie aur apni strategy ko powerful karna chahie tab hi ham trading mein successful ho sakte hain.

    Moving average crossover strategy:

    Moving average crossover strategy ek bahut hi acchi strategy hai aur is se agar ham acche tarike se kam karte hain aur is ko samajh Lete Hain to ham market se bahut hi achcha fayda utha sakte hain moving average crossover strategy mein ham different periods ke moving average ko use karte hain aur ham in moving average ke aapas mein crossover se analysis kar rahe hote Hain. Moving average crossover strategy mein aap Kisi bhi value ke moving average ko istemal kar sakte hain.

    Explanation with chart:


    Click image for larger version

Name:	images - 2021-12-05T203104.648.jpeg
Views:	1
Size:	53.0 کلوبائٹ
ID:	12482796

    Moving average crossover ki explanation make chart ki madad se kar raha hun ismein ham dekh sakte hain ki jab ek moving average upar se niche ki taraf dusre moving average progress karta hai to use time ham market mein sell order ki entry lete hain aur ISI Tarah se jab koi moving average niche se upar ki taraf dusre moving average ko katras karta Hai to tab ham market mein buy order ki entry lete hain aur Is Tarah se hamari trading bahut hi acchi ho jaati Hai moving average crossover strategy mein ham kafi achcha fayda utha sakte hain aur is chahat mein 20 ,50, 100 moving average ko use Kiya gaya hai.

    Conclusion:

    Moving average crossover strategy hamari trading ki ek best strategy hai aur hamen isko jarur samajhna chahie aur iski practice karni chahie kyunki jab hamen se strategy ko samay lete hain aur iski practice kar lete hain to hamari trading kafi iji ho sakti hai aur ham market mein kafi aasani ke sath kamyab ho sakte hain isliye hamen moving average crossover strategy ko jarur Apne mind mein rakhna chahie aur iski practice karni chahie taake hamen se kafi accha fayda utha sake.

اب آن لائن

Working...
X