forex ka fraud? private account manager.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex ka fraud? private account manager.
    Asslam o alikum umeed ha sab khairiyat se hon gay aj ma ap ko forex ka fraud ka bara ma baa kara ga
    Private account manager

    In ka ishtiyaar par kashish aur mantaki hota han.example ap ko forex ka knowledge nahi ha ya ap ka pass trading ka liye waqat nahi ha to fikr ki zarorat nahi hamari pass tajurba kar professional traders han jo lamba tajorba rakhta hai.ap sarmaya kari kara har month ap ko ap ki soch se bar kar munafa mila ga.aisa ishtiyaar mantaki lagta han magar ham logo ko kuch baato par tawajo dani chhaiye.
    1-ap in logo ko janta hi nahi aur na hi un tak rasai mumkin nahi hoti ha.
    2-jo ap ko account history dekhi jati ha wo in ki apni nahi hoti ha.
    3-start ma ap logo ko 2 ya 3 month faida hota han magar phr iak dam se gum ho jata han.
    Faraz kara ka ap trading mai kamzoor han lakin achi money management se jo loss ap six month ma uthata han wo in accounts manager ka haatho 2 ya 3 month ma utah lata han.
    Is ka ya matlab nahi ka tamam accounts manager iak jasa hota hai.lekin kuch acha bi hota han aur woh nihat imaandaar hota han aur waqia professional hota hai.magar in logo ki pehchan kaise kara?
    Han agar ap kisi ko kafi arsa se janta han aur is ki trading pa bharosa han aur ap is se mutmain han to ham logo ko is surat ma apni jama pouncgi ka ten ya 15 percent hi in ko dena chahiye is se zyada ham logo ko nahi deni chahiye.aur yaad rakha ka ham logo ko is ma lalach bi nahi karni chahiye kyu ka is sa am logo ko bi zayda loss ho sakhta ha

اب آن لائن

Working...
X