Parabolic SAR and RSI indicator hn Kiya Or Kam kaisa karta han
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Parabolic SAR and RSI indicator hn Kiya Or Kam kaisa karta han
    INTRODUCTION:
    Aslamulikum Umeed karta hu Sub kahraat Sy ho gaye jaisa k Hum ny pechli thread main dakha tha Indicators kiya hota han Aj us ki Kuch Types ko discuss karye gaye Joh bhot popular or easy Indicator hn Joh New Trade use kar k iss main agye bar sagta hain.


    Parabolic SAR:


    Yeh Bhot seda or asaan Indicator hn.Iss main trend kaha sy start ho raha hn or kaha End ho raha hn Dono dikhye data hn





    Iss main Yaad rakna wali Bat yeh hn k yeh indicator Sirf Trending Market main Better nataij data hn.Side Market Main Galat signals data hn.Iss Indicators main dot zahir hota hn.Dot Price k necha ho toh trend Up ko ho ga or Dot Price k Uper ho toh Trend Necha ko hoga.Trend Min Inter hona k liya Third Dot kah wait karna better hota hn Thky Trend ki Tabdeeli Confirm ho jaye
    Or Dot Dosra Janib Shift Ho jaye toh Trade close kar dani chaiye









    RSI:


    RSI Stochastic Sy milta julta hn Iss main be Ratenug 0 sy 100 thk hoti hn.Yeha OverSold and Overbought k liya 30 and 70 ko buniyat rakha gaya hn.30 sy necha Price ho toh Buy k Chances hota hn or 70 Sy Uper Price k Sell k Chances hota hn



    RSI main Izafi khasosiyat Yeh hn k Yeh Trend ki nishandahi be karta hn.
    Agr Price 50 Sy uper jaye toh aap Trend ko zahir karta hn agr Price sy necha jaye toh down Trend zahir karta hn









اب آن لائن

Working...
X