INTRODUCTION
Asalamualaikum! Dear friend aj mai ap sy bhot important information share karna chahti hun jis ko ap asani sy samjh sakhty hain agr ap market main successful Trading karna chahty hain to ap ko har ik news sy update rehna chahye jab ap hr news sy update rehty hain to ap ko bhot zayda advantages available hoty hain.
FOMC KIA HAI:
FOMC Federal Open Market Committee aik Federal reserves system ke aikk branch hai jo kay monetary policy aur interest rates kay baary mainn fayisla karti hai. Ye Committee 12 members par mushatamill hote hay aur jinn main sy 7 members board of governors aur 1 president of Federal reserve bank of new york aur 4 baki reserve bank ky presidents hoty hain.
[ATTACH]
MEETINGS OF FOMC:
Dear Federal Open Market Committee har ssaal 8 meetings karti hai, yeh meeting regularly hoti hain magar zaroorat parhny parr zaida bhe ho sakti hain. Lekin amoomi toor par 8 meetings he hoti hain. Ap ko hmesha ik achy experience k sath kam karna chahye ta k ap acha profit bana sakhyn, Ye meetings publicly nahe hoti hain esi liey en meetings ky baad afwahon ke garddish zaida hoti hai. Ab kuch saaloon sy FOMC meeting minutes ko public kiya jaata hay jis sy andaza hota hai kay interest rates ko zaida ya kam kiyya jaay ga. FOMC Meetings main members local aur global financial markets ke developments ko discuss karte hainn ess kae sath muaashi aur financial peshangoi bhe karte hain.
FEDERAL OPEN MARKET COMMITTEE OPERATION:
Dear Federal Open Market Committee discounts rates aur bank reserves requirements ko adjust kar kay ye cheez ka pata lagaty hain kay money ke supply ko barhaana hai ya kum karnaa hay. FOMC kay decisions market par bahut zaida asar-andaaz hoty hain. Maslan agar interest rate ko increase karny ka faisla hota hay to aik dam sy dollar ke demaand main izafaa hota hai aur jis ke wajha sy poori matket main kafi harkat dekkhney ko miltee hai
OTHER DETAILS:
Dear agr market ik kamyab trader banna chahte hain to ap ko FEDERAL OPEN MARKET COMMITTEE k related agr proper information rakhty hain to ap ko market main maximum Advantage available hoty hain es liye ap ko achi tara judgement karna chahye ta k ap kamyabi hasil karain ap ko proper experience k sath sath ik achi learning ki bhi zarorat hai jab ap achi learning k sath kam karty hain to ap ko es market main bhot fayda hota hai. FOMC kay decisions market par bahut zaida asar-andaaz hoty hain. Maslan agar interest rate ko increase karny ka faisla hota hay to aik dam sy dollar ke demaand main izafaa hota hai.