Empect of candle sticks pattern in market
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Empect of candle sticks pattern in market
    AOA
    Introducation
    Friends kya hal hai aapke Main ummid Karta Hun ki aap khairiyat se Honge Tamam traders Kiye umeed hai ki vah apni trade se acche se Achcha Se Jyada Se Jyada profit Hasil kar sakte hain lekin umeed Puri Nahin Hoti Bil ke unko pura karne ke liye bahut hard working knowledge experience ki jarurat hoti hain isliye Agar aapane kamyabi Hasil karni hai to aapko knowledge experience aur information Hasil karne hongi Taki aap ki har trade profitable ho aaj ki post mein main aapke sath candle skids chart ke bare mein Apna knowledge share karna chahta hun ky candles sticks chrat kaise bante Hain aur Inka Kya Kaam Hai aur Inko read karna Kyon jaruri hai aur Inko read karne se Hamen Main Kya maloomat milati hain To is post mein Aaj ham candle sticks chart ke bare mein dekhenge aur samajhne ki koshish bhi Karenge
    concept of post
    Jab Ham trading chart open Karte Hain To Ham dekhte hain ke use per candles ban rahi hoti hain aur Har candle dusri candle se different hoti hy ye candles market ki price ko chang Hone ka batati hain aur Market ke Trend ka andaza bhi deti Hain in candle sticks ko Dekhte hue ham us chij ka analysis Karte Hain Jis per Ham ne trading Karni hoti in candles ke bagair Ham trading nahin kar sakte hain Inka Forex trading mein main bahut bara kirdar hai hai inke bagair trading Namumkin Hai To isiliye Ye Aaj candles kids chart ke bare mein mein samajhte hain Inko read karna aur analysis karna bahut important hy

    (candle sticks chart)
    Buyer Pressure
    trading chart per candles banti hai aur Unka colour bhi different Hota Hai market ke chart ko agar aap dekin to black and white candles hoti aur Agar Kisi trader ke Chart ko Dekhen to usmein candles ka colour different hota hai colour ki selection traders apni Marze se set Karte Hain market ke trading chart per black aur white candle ke bare mein hi baat karenge gay black candle bearish ko show karti hai aur Bearish candle sell trend ko show karti hai white candle market ke a buy direction ko show karti hai Jab market trading chart per Ham Najar dalte Hain Agar black candles ban rahi hoti hain To Ham dekhte hain ke yahan per sellers Kafi tadad main maujud hain aur vah Market ko sell position Mein Kuchh rahe hain lekin Kuchh der ke bad aap dekhte hain ya black candle Apna wapsi Ka Safar Shuru karti hai aur closing per Ek lambi wicks banati hai isase traders Jante Hain kis sell pressure khatm Ho Gaya hi hai ab buy pressure ban raha hai q k yahan per buyers Kafi tadad mein market ko Upar ki taraf push kar rahe hain Unki koshish hai ki market buy position mein Main hi aur Inki koshish hai ki market Ka trend buy Mein Hi Rahe Jaise hi market Raat Ko 12 p.m. per open hoti hai to use Waqt Se Hi market Mein buyers or sellers donon ka Mukabala rahata hai Kabhi Sellers market ko niche Le Aate Hain aur kabhi buyers market ko -up word Le Aate Hain aur yah Silsila Jari rahata hai ine candles ke banne ko Ham market ke trend ka andaza Karte Hain analysis Karte Hain aur uske mutabik hi Ham apni trade open Karte Hain is borhan ko hum buyers pressure Kahate Hain Jab Market buy trend mein ho ya market ki candles buy ki ban rahi hun to Ham usko buyers pressure Kahate Hain aur yah market different time frame main different movement karti hai.
    .
    (Bullish& bearish with trading pic)
    (Bullish candle pattern).
    selling pressure
    bilkul Usi Tarah Jab ham market trading chart ko dekhte hain to us mein black aur white candle banti hai black candle selling pressure ko show karti hai aur white candles buyers Pressur ko show karti hai aur Baz o kat market sideway position bhe akhtayar karte Hai jismein market ek hi Jagah per Sell aur buy position per Chalti rahti hai is position mein Main Na to Sellers kam Karte Hain aur na hi buyers kam Karte Hain Jab market mein Main buyers Pareshan bahut jyada Hota Hai tu sellers market Mein entry Lete Hain To aap dekhte hain buy Ek lambi candles wapasi Ka Safar shuru karte hy aap dekhte hain buy Hi Ek lambi candles wapasi Ka Safar Shuru karte hy aur closing per Ek lambi wivks banati hai is wicks ko Dekhte hue traders samajhte Hain aur analysis Karte Hain Ki market mein Main by pressure Ka end hone wala hai aur sell ka trend market mein aane wala aane wala hai isliye traders apni trade open karne ke liye taiyar rahte hain aur jaise ki unko sell trend ki confirmation milati hai To vah Apne To vah Apne trade ko sell position mein open Karte Hain aur is trend se Kafi profit Hasil karte hain Kyunki market Hamesha Apne trend ko follow karti hai aur yah Silsila market ke close hone Tak Jari rahte hain isko ham trading mein sellers pressure Kahate Hain candles se Ham market ka analysis Karte hn aur strong analysis ke bad ham aap ko follow karte ho gaye apni trade open Karte Hain ummid hai hai ki hai ki aapko buyers aur sellers pressure ka andaza ho gaya hoga is Sell trend mein bhi candles hi position per hoti hain aur jab market sellersentry Lete Hain to vah market ko niche Ki Tarah push Karte Hain aur Market ko sell trade mein le Aate Hain is mein bhi candles ka colours traders apni Marze se use karty hn

    (Brarish candle sticks pic)
    Different time frame
    ab baat karte hain time frame ki candle time frame Mein Kaise kam Karte Hain ji candles 5 minut se ek mahine a ki candle banti hi Jani ke a traders ke pass yah sahulat Mojod hote hai keva timeframe apni Marze ka adjust kar sakta hai jo the 5 minute 15 minute 30 minute 1 hour 4 hour one day De 1 month ki adjustment kar sakte hain jo bhi time frame aap set Karte Hain Uske motabik hi candle banti hai Jiska matlab yah hota hai ki 5 minut Mein price aur one day ki price Kaise change hoti hain yani job hi time frame app set Karte Usi timeframe ke mutabik market ke price up or down hoti hain Hai yah candle sticks Hamen ye batati hain ke kaun se time frame main market ke kaun si price change Hui Hai


    (Differnt time ftame in trading)

اب آن لائن

Working...
X