Concept of MACD indicator in trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Concept of MACD indicator in trading.
    Aslaam o Alaikm.

    Dear members!

    MACD indicator forex trading main traders ka primarly tour pay use honay wala indicator hai, yeh moving Convergence Divergence ko refer karta hai. MACD indicator basic tour pay sab say ziada famous use honay wala aik wahid indicator hai jiska traders wide range main use kartay hain is indicator ko chart pay prices ko consider karnay k liye moving average ki zarurat hoty hai. MACD price k trends k start honay k liye fundementaly tareekay say nishandahi karta hai aur usk sath sath yeh price k current trend k end k baray main bhi sahi aur perfect confirmation daita hai jisko follow kartay huway traders market main apni trades say acha faida hasil kartay hain. MACD indicators ko follow kartay huway aik large traders iskay signals ko follow bhi kartay hain aur usk sath isk signals say market main signals ko sail bhi kia jata hai, is indicator say traders market main ziada tar trends ki end, start aur current trends ki ends ka signal aur confirmation lia jata hai iska use bahut he simple hai jiska use aur benefit ham darj zail main disscuss karaingay.


    Click image for larger version

Name:	macd2.png
Views:	1
Size:	39.8 کلوبائٹ
ID:	12481997

    MACD Indicator Works:

    Dear member!

    1. Jab chart pay MACD indicator ki line zero point say uper crosses hoti hai tab chart pay iska buy ka signal start hota hai.
    2. Jab chart pay MACD indicator kin line zero point say neechay cross karty hai tab chart pay iska sell ka signal appear hota hai.
    3. Jab chart pay MACD ka crossover neechay say uper banta hai tab chart pay price ka buy strong signal banta hai jiski confirmation bhi sath he hoty hai. MACD lines jab uper say neechay cross hoty hain tab chart pay sell ka strong signal banta hai jis main traders k liye sell ki entry aur confirmation hoty hai.

    Click image for larger version

Name:	macd3.png
Views:	1
Size:	271.7 کلوبائٹ
ID:	12481998

    Common MACD Trading Strategies:

    Dear members!
    mairay experience k hisab say MACD indicator same stochastic oscillator indicator work karta hai qk in ki line ki crossover same hoty hain jab price ki changing hoty hai. MACD indicator ka use traders k liye entry aur exit ka crossover k sath he confirm karta hai jisk sath market main entry k liye aik bahut he perfect idea milta hai jisko follow karty huway traders market main in hotay hain.

    Where to Download the MACD Indicator:

    Dear members!

    MACD indicator ko traders 2 websites say download kar skatay hain jinkay links main share kar raha hoon https://www.mql5.com/en/market/produ....google.com%2F
    https://www.instaforex.com/.
    Instaforex ki main website say ham aur bhi bahut saray aisay indicators ko download aur chart pay apply kar skatay hain jinko follow kartay huway ham market main bahut saray aisi muskilaat ka solution solve karty huway trading ko achay profit main change kar skatay hain. shukria.
    منسلک شدہ فائلیں

اب آن لائن

Working...
X