Best Information To Start Trade On Gold.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Best Information To Start Trade On Gold.
    INTRODUCTION:
    Dear members i hope ap sab kehriyat sy hon gay, ap ny bhot hi achi information share ki hai. Dear agr ap market main kamyabi Hasil karna chahty hain to ap ko Hamesha experience k sath kam karna hota hai or apni learning ko perfect banana hota hai. Tab hi ap kamyabi hasil kar sakte hain.Forex trading main agar ap successful trading karna chahte hain. To ap ko different factor par study karty hain to ap ko bhot zyda advantages available hoty hain. Aj main ap ko gold supply and demand k related information share karna chahati hun. Jis ko ap asani sy apni trading main shamil kar sakhty hain.

    GOLD SUPPLY AND DEMAND:

    Dear vesy to saari commodities Supply or demand par he chalti hain lekin gold ki demand hamesha sy bahot zaida rahi hai our gold gradually apni demand main izzaffa karta chala gya. Chahy wo jewellery ke soorat main ho, industrial uses ki soorat main ya phir safe heaven currency ki soorat main ho. Wesy to gold ki demand rehte hi hai lekin main reasons yeh hai hai gold Financial crisis ya dosry economic problems main gold hamesha sy stable raha hai aur esi sorat main demand main izafa hua ha. Or gold ki Supply gold bar ya jewellery wegehra main bhi available rahi hai.

    Click image for larger version

Name:	IMG_20211130_182159.jpg
Views:	1
Size:	163.9 کلوبائٹ
ID:	12481931

    GOVERNMENT POLICIES:

    Dear Kaaghzi note ya Paper money ky bar'akas gold aik physical commodity hai or es par govt ki policiess ka assar nahi parta hai. Financial crisis ky doraan ho sakta hai ky Central banks mudaakhlat kar k interest ko decrease karty hain jis ki wajha sy afratezar increase hota hai lekin gold aik wahid investment hai jis par esi cheezzon kakooi asar nahi parta hai jo ky gold ko aik famous investent ka darja deta hai.

    ANALYSIS ON CHART:

    Dear Gold ky techniccal analysis main chart par pattern ko identiffy kar kay us pe trading ki ja sakkti hai or pass ki price ko dekhha kar anddaza lgaya jata hai ky muustaqbil main price ki movement kiss janib ho sakti hai. Esi tarha chart par different timeframes ka use kar kay trend ko dhoonda jaata hai or trend par trading ki jaati hai. Technical Analysis main indicators or price action ko dekh kar trading ki jati hai jo ky market main gold ki price ko aaffect karti hai.

    Click image for larger version

Name:	IMG_20211130_182122.jpg
Views:	1
Size:	149.1 کلوبائٹ
ID:	12481930

اب آن لائن

Working...
X