Forex main paisa kaisa kamiye jatye hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main paisa kaisa kamiye jatye hain
    Aslamulikum To Everyone.Dear Forex member Umeed karta hu sub kahriyaat sy ho gaye or sub kah kam acha sy chal raha ho ga Humain apny Knowledge or experince per focus karna chaiye agye barna k liya.


    Forex main paisa kaisa kamiye jatye hain.

    Forex main Kisy be currency Ko yah buy kiya jata hain yeh phir sell kiya jata hain.
    For Example k tor per Iss waqat EUR/USD ki price 1.3233 hain Ap Andaza lagta hain k EURO ki price main izaafa ho gya.Ap iss Pair ko Buy karta hain.Few Hours k bad Iss ki prices 1.3283 ho jati hain.Ap trade close kar data hain.Apny iss main 50 paisa earn kiya hain.Agr ap kah aik pip 1 Dollar kah ho toh ap ny 50Dollar kamaiya.
    Iss tera GBP/USD ki iss waqat price 1.6187 han ap andaza lagta hain k Pound ki Price down ho rhye hain.Ap iss pair ko sell karta hain.Few hours k bad Prices 1.6137 ho jati hain.ap Trade close kar data hain.Ap ny 50 paisa earn kiya.Agr ap kah aik aik pip 1 dollar kah ho toh apny 50 dollar earn kiya.


    Currency ko kisa read karta hain


    Click image for larger version

Name:	currency reads.PNG
Views:	1
Size:	44.9 کلوبائٹ
ID:	12480463


    Left site ki teraf wali currency ko base and Right site wali currency ko Counter yeh Quote currency kahta hain.Trading karta waqat base Currency ko bunyaad banaya jata hain.For example k tor per GBP/USD,Agr Iss pair ko buy krna ho toh humain GBP ko buy kiya jata hain.agr hum iss pair ko sell karna chatye hain toh humain GBP ko sell kiya jata hain.


    Long and Short

    Agr Ap ny Koi be Pair buy karna hain mean Base currency Buy karni hain toh iss ko Long Yeh Buy kaha jata hain or Agr Pair Sell karna hain mean Base currency ko Sell karna hain Toh iss Short yeh Sell kaha jata hain.

اب آن لائن

Working...
X