Symmetrical Triangle Chart Pattern Analysis

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Symmetrical Triangle Chart Pattern Analysis
    Assalamualikum dosto aj ham jis topic ka bara ma bat karein ga wo ha symetrical triangle matlab ka stodal maslat ,ya ek tarah ka tarikone ha,symetrical triangle chart pattern do tarah ka hota ha bullish continuation symetrical triangle or bearish continuation symetrical triangle .bullish continuation symetrical triangle tezi ka tredn ko barkarar rahna ka signal deta ha matlab ka jo tezi ka trend chal raha ha wo agey or bhi chala ga ,or bearish continuation symetrical triangle mandi ka trend ko barkarar rahna ka signal deta ha matlab ka jo mandi ka trend chal raha ha wo agey or bhi chala ga.

    Bullish continuation symetrical triangle Forrmation :

    iska banaana ma yaha zaruri ha shuruwati tredn downtrend ho iska bad eksupport banta ha uska bad market fir sa dpwntrend jata ha or support banata ha iska kuch dair bad price dusra resitacen banata ha lakin yaha dusra support oahka resistance ki tulna ma lower hota ha ,fir tice ghat kar dusra support banata ha lakin yha dusra support pahli support ka muabla higher hota ha ,bullish continuation symetrical triangle ka banan ma yaha zariri ha kam sa kam 2 support or 2 resitance banaagar 2 sa zyada ha to ya hamra lie achi bat hogi,ab jab ka 2 support or 2 resistance ban gaye hain to hamein dono resistance ko touch kartahue ek trend line khenchnahogi or uska support ko touch krta hue ek or trend lien khenchni hogi ,ab ya formation ek triangle ki tarah dikhaye da rha hoga is lie isa symetrical triangle kahta hain iska bad price resitance line koo break kar ka upar nikal jata ha tabyaha pattern pura hota ha or tezi ka pattern fir sa chlna lagta ha ,jab pattern ma break out hota ha tab market ma volume bhi barhna lagta .

    Click image for larger version

Name:	123.png
Views:	1
Size:	198.0 کلوبائٹ
ID:	12480349


    Bearish continuation symetrical triangle Forrmation :

    iska banaan ma yaha zaruri ha shuruwati tredn uptrend ho iska bad ek resistance banta ha uska bad market fir sa necha jata ha or support banata ha iska kuch dair bad price dusra resitacen banata ha lakin yaha dusra resistance oahka resistance ki tulna ma lower hota ha ,fir tice ghat kar dusra support banata ha lakin yha dusra support pahli support ka muabla higher hota ha ,bullish continuation symetrical triangle ka banan ma yaha zariri ha kam sa kam 2 support or 2 resitance banaagar 2 sa zyada ha to ya hamra lie achi bat hogi,ab jab ka 2 support or 2 resistance ban gaye hain to hamein dono resistance ko touch kartahue ek trend line khenchnahogi or uska support ko touch krta hue ek or trend lien khenchni hogi ,ab ya formation ek triangle ki tarah dikhaye da rha hoga is lie isa symetrical triangle kahta hain iska bad price resitance line koo break kar ka upar nikal jata ha tabyaha pattern pura hota ha or tezi ka pattern fir sa chlna lagta ha ,jab pattern ma break out hota ha tab market ma volume bhi barhna lagta ha to dosto is tarah bullish continuation symetrical cahrt pattern ki pahchan hoti ha .

    Click image for larger version

Name:	456.png
Views:	1
Size:	167.3 کلوبائٹ
ID:	12480350

اب آن لائن

Working...
X