Money managemient ke ahmyat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money managemient ke ahmyat

    MONEY MANAGEMENT KE SATH TRADING MAHFOOZ

    Dosto forex main money management had se se ziada ahmyat ka hamil hay laiken bad kismati se traders ke akaeryat is ko nazar andaz kar date hay jis ke waja se dinon main sarmaya khatam go jata hay money management main 2 chezain khas ahmyat ke hamil hain stop

    STOP LOSS Agar trading ke doran price mukhalif simt chal pare to aap ka balence kam hona start hojata hay stop loss ke zarye is loss ko had main rakhne ke loye stop loss ka istamal be had mufeed sabit hota hay or traders lambay loss se bach jate hain trad risk

    TRADE RISK KITNA HONA CHAHYE?
    Stop loss na to itna kam hona chahye ke price ke zara se mukhalif simt movemint se aap ka stop loss hit ho jai or na he itna lamba ho ke trend chang ho jay to aap ko bara loss hojai
    Thank you for your attention

اب آن لائن

Working...
X