Information Related Downside Tasuki Gap?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Information Related Downside Tasuki Gap?
    Aj mein ap sab members k sath aik boht he khas topic share karun ga jis ka naam ha " Downside Tasuki Gap " .

    Downside Tasuki Gap ?

    Downside Tasuki Gap aik candlestick formation hai jo commonly current downtrend ko signals continuation k liye use hoti hai. Pattern us waqt btata hai jab candlestick ki aik series us following khasu-siyat ko demonstrate keya ho. Pehli candle current downtrend k andar red ya black(down) hai. Dusri candle previous bar k qareeb sey below hai aur red below bhi hai. Last bar aik white ya green up candlestick hai jo pehli two bars k gap k andar close ho jati hai. Yeh note karna boht zaruri hai k white candle k gap ko fully close karney ki zarurat nae hai.

    Key points of Downside Tasuki Gap :

    Pattern downtrend mein hota hai aur is downtrend k potential signals ka ishara karta hai. Yeh us time banta hai jab aik down ki candle ho , aik gap lower ki dusri candle mein aur phir aik up candle jo gap k andar close hojati hai. Pattern is bat ko indicate nae karta k pattern k baad price kitni decline ho sakti hai.


    Explanation of This Gap? :


    Downside Tasuki Gap ko Bearish Tasuki Gap bhi kaha jata hai. Three candles ki continuation ka pattern hai. Is pattern ko dekhny k liye following criteria ko mind mein rakhna zaruri hai.

    *=== Sab sey pehly aik clear downtrend mojud hona chaiye aur wahan aik large red/down candle mojud honi chaiye. Candle k chart k colour customizable hein.
    *=== Dusra above candle k baad price mein gap/farq hona chaiye aur aik another large red/black candle banani chaiye.
    *=== Third aik white/green candle ko red/black candle ko follow karna chaiye. Green/white candle ko red candle ki real body k andar open hona chaiye aur us k above close honq chaiye . Is candle ko first two candlesticks k darmeyan gap ko close nahi karna chaiye.

    Limitations Downside Tasuki Gap? :


    Yeh pattern other price bar k sea mein three candlesticks hein. Is pattern par focusbkarney sey aik trader context ko lose kar sakta hai. For example , jab yeh pattern hota hai tou short-term trend down ho jata hai liken longer term trend barh sakta hai. Is liye price pattern ki kuch dair baad barh sakti hai longer aur more dominant trend k mutabiq. Ye pattern boht common nae hai . Downtrend aur selling ka pressure jitna strong hoga price kam rahy gi. Jab k price action choppy, rangy aur weak trend mein hai . Is pattern par success ki mushkilat kharab hoti hein. Is bat ka koi ishara nae hai k pattern k baad price kitni fall/gir sakti hai ya bilkul gir jaye gi.



    Click image for larger version

Name:	gap.png
Views:	1
Size:	129.8 کلوبائٹ
ID:	12480040

اب آن لائن

Working...
X