What is Copy Trading
Dear Friends Forex trading me different types ki strategies istimaal ki jati hain aur aisa is leay kia Jata hai kay traders ko jis mai ziada faida nazar ata hai uss strategy ko he use ker laitay hain. Copy trading mai traders expert traders kay account say apnay acoxunts link kertay hain aur phir thoray say profit sharing kay agreement pay profit earn kertay hain. Copy trading aik achi trading type hai. Iss mai traders ko khud kuch bhi nahi kerna parta hai bulkay jiss account kay saath account attach kia Hua hota hai uss say trades copy ho rahi hoti hain. Jaisay he kaam kay faiday bhi hotay hain aur nuqsaan bhi hotay hain tou copy trading kay faiday mai traders ko baghair experience kay acha profit milta rehta hai aur nuqsaan yeh hai kay traders khud trading seekh nahi paatey. Copy trading uss waqt takk he theek hai jabb takk khud acha experience na ho jaey aur uss kay baad apnay account ko khud he manage ker kay trading kerna he ziada behtar rehta hai.
Benifits of Copy Trading
Agar baat ki jay copy trading Kay benifits ki to Copy trading ka faida ye hay key hamen expert traders jis tarha se trading karty hey es bary me hamen information milna start ho jati hay aur un ki strategies hamary knowledge me izafa kar deti hey, sath me ye be faida hay key copy trading kar key hamy market ko self base par analysis nahi karna party hay is se time be bach jata hay.
Disadvantages of Copy Trading
Agar baat ki jay is kay disadvantages ki to Copy trading ka sahara le kar hamara experience jo key market analysis se related ka hota hay ye 1 tarha se stop ho jata hay aur ham completely other traders ki market analysis par depend karny lagty hey
Auto Trading
Agar baat ki jay Auto Trading ki to auto traders ki modification signals aur news effect key base par hoti hay jes me automatically trades open hony aur close hony ki facility majood hoti hay jes se traders key time me be bachat ho jati hay aur sath me expernice key sath ye trades open hoty hey aur es me loss ka dar be nahi hota, agar expernice hasil karny ki bat ki jaye to me manual trading ko hi expernice hasil karny key ley ideal samjta hon.
Caution
copy system kay zariey 100% guarantee income earn nehi kar sakte hain or ap ko copy system kay tehat bhi loss ho sakta ha or copy system me ap ko profit ka ratio boht kam milta ha ap sirf monthly 10% tak hi maximum earn kar sakte hain ager ap kisi best traders ka choose kartay hain ager ap khud forex market ki learning kar kay knolwedge hasil karne kay bad trading kartay hain tu ap os se zeyda profit earn kar sakte hain or ap ka account bhi secure rehta ha isliey acha yehi ha kay ap khud knowledge hasil karne kay bad manual trading karay takay ap acha profit earn kar sakain.