Candlestick mein bahut se patterns bante Hain Jin ka knowledge Hona hamare liye bahut jaruri hai kyunki jama mein candlestick patterns ka knowledge hoga to tab hi hamare liye kamyabi hogi isliye hamen chahie ki ham candlestick ke related knowledge le sake ham aasani ke sath market ke moment ko samajh sake aur market mein acche entry jile sake jab tak ham candlestick patterns ki movement ko Nahin samajh paate Hain tab tak hamari trade kamyab Nahin Hoti Hai isliye hamen patterns ko samajhna bahut jaruri hai ine patron ki vajah se hi hamen market ki ki position Ka pata chalta Hai.
Definition of Head and shoulder's pattern:
Head and shoulder pattern hamari trading main bahut hi important roleplay karta hai isliye iske related knowledge Ka Hona bahut jaruri hai.Head and Shoulders Chart Pattern man market price chart man banna wala ak common pattern ha jo ak base line k sath three peaks banata. In peaks man middle wali peak sab sa highest hoti isko "Head" kehta han. Aur Head k left and right per dono peaks taqreban same hight ki aur Head sa kam hight k hota han inko "Left Shoulder" aur " Right Shoulder" kehta han. Ye teeno peaks k origine ko ak line sa combine kia jae to is line "Neckline" kehta han. Is line k breakout per trader trading krta ha. Is Tarah se hamen market mein bahut hi accha profit mil sakta hai.
1. Normal Head and Shoulders Chart Pattern:
Head and shoulder patterns to types ke bante hain ine mein fast type normal Head and shoulder pattern kahlati hai.
Normal pattern man teeno peaks (Head, left Shoulder, right shoulder) neckline sa oper hoti han. Aur is pattern man market prices neckline ko breakout nich ki taraf kerti han. Jis per trader ko "Sell ki Trade" active kerni chaheye lakin trader ko market prices ki neckline ko retest kerna k wait kerna chaheye. Aur Stoploss ko right shoulder k oper place kerna chaheye aur Take Profit ko neckline aur Head k dermiyan distance k equal neckline sa nicha ki taraf place kerna chaheye.
2. Inverse Head and Shoulders Chart Pattern:
Inverse shoulder pattern bottom level per banta hai hai aur yah normal Head and shoulder Ka ulat hota Hai.Inverse pattern man teeno peaks (Head, left Shoulder, right shoulder) neckline k nicha ki taraf banta ha. Aur is pattern man market prices neckline ko oper ki taraf breakout kerti ha. Trader ko chaheye k market prices k neckline ko retest kerna per "Buy ki Trade"' active kerni chaheye. Aur Stoploss ko right shoulder k nich place kerna chaheye aur Take Profit ko neckline sa oper ki traf neckline aur Head k distance k equal distance per place karen. To hamari trade kafi acchi ho sakti hai aur hamen market mein bahut hi acchi entry mil sakti hai.
How to trade with Head and shoulder pattern:
Head and shoulder pattern ko analyse karna bahut hi aasan hota hai aur iss pattern par trade kany k liay apko sub sy paehly is main market ka trend dekhna hota hy aur isk bad apko market main wo jaga dekhni hoti hy jahan ye pattern ban raha hota hy. ye pattern jab bhe bany ga ya to kisi bh resistance par bany ga ya phr support par bany ga aur jo pattern support par banta hy usko ap Inverse Head & Shoulder pattern kehty hain. is main apko neckline k breakout aur retest k bad trade karna hoti hy aur isk bad apko stop loss aur take profit lgana hota hy. Taki ham market mein safely trading kar sake aur hamen bahut jyada nuksan Na ho.
Market Trend:
Head and shoulder pattern paper trading ke liye hamen firstoffall market ke Trend ke analysis karne hota hy keun k ye aikl trend reversal pattern hota. Apko market main candles ke shaps ko dekhna hota hy jisy apko market main is pattern ka pata chalta hy aur ap trade kar sakty hain. Isliye trend ko follow karna bahut jaruri hai.
Neckline Breakout & Retest:
Head and shoulder pattern pay trading ke liye hamen fast awful neckline ke break out hone Ka vate Karna hota Hai jab ya break out ho jata hai tab ham trade kar sakte hain keun k agr ap confirmation k bad trade karin gy to is sy apki trade safe hoti hy aur loss k chance bahot kam hoty hain. Aur hamari trading kafi acchi ho jaati Hai.
Take Profit:
Dear is main apka take proft market ke next support ya resistance bhe ho sakti hy aur dosra ap is main ap neckline aur Head k darmian jo size hota hy jitny pips ka gap hota hy is main ap apna take profit itna rakh ssakty hain. Take profit ka target hamen bahut jyada Nahin rakhna chahie kyunki jab hamara target bahut jyada hota hai to vah achieve Nahin ho pata hai isliye hamen manasib target rakhna chahie.
Stop Loss:
Dear jesaa k apko pata hy k ap jab bhe koi trade lgaty hain to apko is main apni trade k satyh stop loss lgana hota hy us sy apki trade safe ho jati hy aur apka account wash nahi hota. Dear head and shoulder pattren mainn apka stop loss Shoulders k oper hota hy ya phr ap ap neckline k oper apna stoploss rakh sakty hain. Jab stop loss ke sath trading hogi to tab hi hamara account safe Hoga without stop loss ke hamari trading Kabhi sev Nahin Hoti Hai.