Types of Financial Markets : Stocks Vs Foreign Exchange Comparison
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Types of Financial Markets : Stocks Vs Foreign Exchange Comparison
    Dear friends, Financial market different types ki hoti hey aur har financial market key term and condition me be difference hota hay, Forex market aur stock exchange market me be koch differences hey aur term and conditions be dono ki same nahi hey,

    • 1-Stock Market
    • 2-Foreign Exchange Market
    • 3-Commodities market
    • 4-Derivatives market


    Click image for larger version

Name:	images (82).jpeg
Views:	1
Size:	18.3 کلوبائٹ
ID:	12479715

    Comparison - In markets me most common log Stocks aur Forex market ko trading ya business Kay leay choose krty hen kyun Kay in dono markets me complexity nahi hoti sab apna kam asani sy

    Stock Markets

    Stock exchange market me app kesi stock ya product key shares ley sakty hey aur es stock ya product ki keemat me ezafa ya kami ki waja se app key shares ki keemat me be ezafa ya kami a sakti hay esi tarha se app ko profit ya loss ho sakta hay stock market 24 hours working condition me nahi hoti, Forex market currencies ko buy ya sell kia ja sakta hay aur es ki market every time trading karny key ley open hoti hay. Stock main different bari bari company ki share hoty han Jo up down hoty han jasa k trading main normal movement hoti ha wasy he same or stock main sirf companies hoti han jasa k apple Google MacDonald Facebook or both sari han jin k share online chal rehe hoty han or is main log in k share sell or buy karty han ye stocks hoty han

    Click image for larger version

Name:	1200px-Comparison_of_three_stock_indices_after_1975.svg.png
Views:	2
Size:	45.5 کلوبائٹ
ID:	12479716

    Foreign Exchange Market

    Forex market all world level ke market hote he aur forex market mein all world ke countries ke currencies hote hein aur in ko sell buy kia jata he aur es trah se trader ko profit hasil hota he aur forex market mein currencies ke sath boht sare aur bhe trading pair shamil kr die gae hien jasa keh oil gold silver aur dosre boht sare famous world ke stocks ke indexes bhe forex market mein shamil hein to in mein trader daily sell buy krta he aur trader ko boht ache income forex market se hasil hote he. stock exchange business investors kesi be company key shares buy kar sakty hey aur jab shares key price increase ho jaty hey to investors ye shares sale kar dety hey, Forex market me ham pairs me trading karty hey forex business me currencies ki khareed o farokhat ki jati hay. Foreign Exchange me main different metals bi hoty han jasa k gold silver platinum is k alawa or both sary chezen han jin pe ap forex trading kar sakty han.

    Click image for larger version

Name:	images (85).png
Views:	1
Size:	9.2 کلوبائٹ
ID:	12479717

اب آن لائن

Working...
X