Descending Triangle Chart Pattern Analysis

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Descending Triangle Chart Pattern Analysis
    Assalamualikum doto aj ham bat karei ga decending triangle,decending tiriangle chart pattern ka hi ek roop ha ,ya chart ma ghattay hue dikhaye deta ha decending triangle chart pattern chart pattern bearish continuation chart pattern ha ya mandi ka trend ,matlab ka bazar ma jo mandi ka trend chal rha ha wo agey bhi chala ga .

    Decending Triangle Formation :

    Dosto chart ma ham dekhte hain bazar ma mandi ka tredn chal rha ha ,or decending triangle ka banan ma aha zruri ha ka shuruwati trend downtrend ho iska bad price chart ma ek support bana kar upar ana lagta ha ,lakin mandi ka trend ko barkarar rakhna ka lie pass ma hi ek resitance banata ha wapis sa necha jana lagta ha ,is tarah sa chart ma pahla support or pahla resitance banta ha ,iska bad price wapis a nehca jana lagta ha or thik 1st support ka pass a kar ek or support bananta ha or fir sa wapis upar anan lagata ha or upar a kar dusra resitance bananta ha ,lakin yaha dusra resitance pahla resitance ki tulna ma lower hota ha ,dosto ab jab ka do support or do resistance tayar ho chuka hain ,to hamain do support ko touch karta hue horizontal line khenchna ha ,is line ko support line bhi kahta hain ,iska bad dono resitance ko touch karta hue ek trend line khenchna ha ,is tredn lien ko is patteren ka sath (decending line) kahta hain .decending triangle ka banana ma yaha zaruri ha ka 2 support 2 2 resistacne bana ,or agar is sa zyada zyda support or resisatance banta hain to ya hamara lie achi bat hogi ,dono line khecnhan ka bad apko yaha formation ek traingle ki tarah dikahye da ga ,iska bad price support line ko tor kar is sa necha nikal jaye ,or madni ka trend ek bar fir sa chalna lagta ha ,jab pattern ma breakdown hota ha tab volume bhi barhna lagta ha ,to dosto is tarah sa decending triangle ki pahchan hoti ha .Dosto chart pattern ka sath time frame ka itna kirdar nahi ha kuk ya har tie frame ma banta ha or acha sa kam karta hain .

    Selling With Decending Triangle :

    Dosto agar apko chart ma decending triangle ka formation dikhaye da raha ha to apko sabsa pahla is resitance ko touch karta hue ek trend line khenchni ha ,or iska bad dono support ko touch karta hhue ek horizontal line khenchna hogi ab hama isma selling karna ka lie yaha dekhna ha jab koi candle support line ka necha cloisng da da to uska bad wali candle ma selling karni ha or high ka upar ka stoploss lagana ha .Isi bech trade lana sa pahla apko ek bat ka dihan rakhna bohat zaruri ka apka selling kara ka pointsa stoploss lagana ka point ka difference risk reward rario ka rule 2% ka mutabik hona chaye ,agar a difference 2% rule ka mtabik nahi ha to apko yaha tarde nahi lani ha trade lana ka bad apko trailing stoploss ka istemal kar raha ha.Ab isa akhri point yaha ha hama yaha dekhan ha ka jaha par pahli support ban rahi ha usa ham nae deta hain poitn A or jaha pahla resistance bana ha usa ham name deta hain point B,ab point a or point b ka jo difference ha wo hamara take profit hoga .Jab price support line ko break kark auska nech aclosing da deta ha to uska necha point A or B ka differecne hamara target hoga jasa ka point a or point b ka difference 20 point ka ha difference hamara target or jab price 20% tak ponch jaye to ama profit book karna ha to dosto is tarah sa ham decending tirangle ka sath selling kar sakta hain .

    Click image for larger version

Name:	p.png
Views:	1
Size:	210.3 کلوبائٹ
ID:	12479688

اب آن لائن

Working...
X