Is ranging market is risky for our trading...?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Is ranging market is risky for our trading...?
    Forex market aik worldwide market hai bahut jyada bade paimane per tijarat hoti hai hamen chahie ki ham Forex trading karte hue pahle Forex ko samjhe aur fir market mein investment Karen kyunki jab tak ham is business ko samajh Nahin lete hain tab tak aise mein kamyabi hamare liye namumkin ho jaati Hai market ki position har waqt same Nahin Hoti Hai balki change hoti rahti hai kabhi market trending hoti hai aur Kabhi market ranging hoti hai isliye hamen chahie ke ham market ko position ko samajhkar trading Karen.forex market main achi trading karnay k liye har aik traders achi say achi techniques ko use kartay hwuay market ki movement ko asaan bana kar achi trading say profit ko mumkin banatay hain. Hamare liye ranging position ko samajhna bahut jaruri hai hai kyunki market mein ya position hamare liye bahut important hoti hai.

    What is ranging market..?

    jab forex market ki trading main prices ki movements slow ho jaty hain aur wo trends main run karna stop kar daity hain to tab hamaray samnay wahi prices range trading kehlaty hain, jinko samjhnay aur follow karnay k liye traders ko chart main supports aur resistances k levels ki help say trading start karna hoty hai aur wo tab he aisi situations ko ranging market kehte hain, jab market Kisi support or resistance area ke darmiyaan moment Karti rahe to tap market mein main ranging position ban jaati Hai.

    [B Identification of the ranging market:

    Click image for larger version

Name:	images (73).png
Views:	2
Size:	10.4 کلوبائٹ
ID:	12479672


    jab market supports aur resistances levels ka darmiyan movements ko continue karty hai to tab hamaray liye is baat ko smajna asaan hai k us wakt market range movements main hai, jab market d1 k time frame main range karty hai to tab har us traders k liye ziada tar faida hasil karnay k moukay hotay hain jink pass is market ko smajhnay ka sahi knowledge hota hai aur tab wo sahi faida hasil bhi kartay hain. Supports aur resistances k levels ko break honay ki confirmations k liye ham achay indicators ka agar use kartay hain to ham unk perfect breakout say market say acha faida aur achi trading ko time k sath pick aur exit kar saktay hain.

    Managing Risks:

    jab ham market ki range ko identify karnay main kamyab ho jatay hain aur ham clear kar chukkay hotay hain to tab hamaray liye sab say ziada better yahi hota hai k hamain market main kaam karnay k liye uska risk manage karna chaye jis say hamary har aik trade say hamko hamaray account k hisaab say loss aur profit hasil karnay ka knowledge bhi ham hasil kartay jayengay, jab kisi support ya resistance level ko market k break karty hai to tab ham bhi apnay risk k hisaab say profit aur loss hasil karnay k baad range say apnay orders ko close kar daingay jo hamara risk ko manegement main devide kar dainge.iss tarah se ham apne account ko safe rakhte hue market mein trading Kar sakte hain.

    Is ranging market is risky:

    Ranging market trading ke liye bahut hi risky hoti hai hai aur jo expert aur professional trader Hai vah market ki isko jishan mein Kabhi bhi trading Nahin karte Hain kyunki market Kisi vibhakt uptrend ya downtrend mein Breakout kar sakti hai hai isliye ye makad kis position mein koi bhi order lena risky hota Hai jab tak market Breakout Karke confirm Nahin ho jaati Hai tab tak aakar ham trade karte Hain tu ja position hamare liye kafi risky ho sakti hai jab tak hamen koi friend confirm Nahin mil jata tab tak hamen trade Nahin Karni chahie.

اب آن لائن

Working...
X