Slippage kya Hy, Market Slippage ki kya waja Hy aur kesy avoid KR skty . - Explained
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Slippage kya Hy, Market Slippage ki kya waja Hy aur kesy avoid KR skty . - Explained
    Slippage In Forex Market

    Dear Friends Forex market me kai dafa moment bhott hi fast ho jati hai aur market mai jo new candle ban rahe hoti hai wo gap k sath open hoti hai agar ap ne ais market mai koi order aus time lagya ho ya market mai ap ne koi pending order lagaya ho to aus ki price wo ni hoti jo ap select karty hai ais mai ap ki trade waha se open hoti hai jitna ais market mai slippage k baad market rukti hai aisy hi ais market mai agar ap ki running trade hai aor aus k sath take profit aor stop loss laga ho aor market mai slippage aa jaye to ap ka take profit waha par ja k hit ho ga jaha se market new candle start kary gi ais tarha ap ko ais mai profit zayda ho jata hai aor ais mai market aus jaga par candle ni banati jab market fast ho.

    Click image for larger version

Name:	images (1) - 2021-11-22T072817.206.png
Views:	36
Size:	6.0 کلوبائٹ
ID:	12479669

    Example Of Slippage

    Dosto trading Kay doraan app ne note kia ho ga key agar app crude oil ko buy karny ka decision lety ho aur market ki current price 75.50 hay aur jesy hi app buy button par click karty ho to app ka trade 4$ loss me ya es se be zeyda 6$ loss me chala jata hay aur ye be possible hay key app ka order profit me convert ho jaye to ye slippage ki waja se esa hota hay, app jes price par buy order lagana chahty ho wo price app ko nahi milti ye market ki fast movement ki waja se hota hay.

    Click image for larger version

Name:	images (1) - 2021-11-22T072824.966.png
Views:	2
Size:	8.1 کلوبائٹ
ID:	12479670

    Types of Slippages

    Volatile market me Slippage ki do types Hoti hen Jo darj zail hen.
    • 1. Positive Slippage
    • 2. Nagetive Slippage



    Wazahat

    jab be ham trade open karty hey to market me events ki waja se extreme volatility zeyda ho jati hey jes ki waja se ham jes price par buy ya sell orders jesy hi place kar lety hey ye trade achanak open hony key sath hi ya to profit me open ho jaty hey ya per loss me open ho jaty hey esi ko "Slippage" ka name dia jata hay, agar trade open hony key sath profit me chala jaye to es ko "positive Slippate" aur agar loss me open ho jaye to es ko "negative Slippage" kaha jata hay.

    Click image for larger version

Name:	images - 2021-11-22T072831.074.jpeg
Views:	4
Size:	36.4 کلوبائٹ
ID:	12479671

    Slippage ki Wajohaat

    Slippage is leay hoti hai kay jab aap order laga rahy hoty hain to us wakt market main bht sary buyers aur sellers hoty hain jis ke reason sy market ke price up ya down move hoti hai.

    To Avoid Slippage

    Dosto volatile market me during slippage agr kisi trader ko agr trade close karni hai ya open krni Hy to is ko chaye k stop loss or take profit use kary or trader ko agr trade open karni ho to is ko chahe k wo pending orders ko use kary or trade ko open karny k lae wo limit order ya stop order ko use kary. Or apny account ki base par manage karen.
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dosto!
    Forex Slippage
    Forex trading ek bahut bada aur dynamic market hai jahan daily billions of dollars ki trading hoti hai. Yahan traders currencies ki prices mein changes ko monitor karte hain aur phir trades ko execute karte hain. Lekin, kabhi kabhi trades ko execute karte waqt expected price se kuch hi points ka difference hota hai. Is difference ko forex slipage kehte hain. Slipage ka matlab hai ke aap ne ek trade ko ek price par execute kiya tha, lekin actually trade kuch points upar ya neeche execute hua. Agar aap ko forex slipage ke baare mein koi information nahi hai to is se trading mein nuqsaan ka khadshah hota hai. Slipage ki wajah se traders ka zyada paisa khatam ho jata hai aur trades loss mein ja sakti hain.
    Explanation
    Forex slipage yeh hota hai jab aap ek trade execute karte hain aur us ka execution price aap ki expected price se different hojata hai. Yeh difference aksar aap ki trade ka profit ya loss affect karta hai. Forex slipage aam tor par high volatility market conditions mein hota hai jab liquidity kam hoti hai. Slipage ka level aap ki broker, trade size aur market conditions par depend karta hai. Aap ki broker aksar market execution policy ke zariye slipage ko handle karta hai aur aap ko maximum allowed slipage provide karta hai. Aap ki trade size bhi slipage ko affect karta hai, kyun ke zyada large trades ko execute karna zyada difficult hota hai. Market conditions bhi slipage ko influence karte hain, jahan high volatility aur low liquidity ki conditions mein slipage zyada hojata hai. Slipage ki wajohat mein market execution speed, price volatility aur order volume shamil hote hain. Agar aap ki broker ki execution speed kam hai to slipage ho sakta hai. Isi tarah price volatility high hone se bhi slipage ho sakta hai kyun ke market price ek waqt mein bohot zyada fluctuations show karta hai. Order volume bhi slipage ko influence karta hai kyun ke zyada volume ke orders ko execute karna zyada difficult hota hai. Forex slipage se bachne ke liye aap ki broker ki terms aur conditions ko acche se samajhna zaruri hai. Aap ko apni trade size aur market conditions ke hisaab se apni orders ko place karna chahiye. Agar aap high volatility market conditions mein trading karna chahte hain to aap ko zyada slipage ka risk hota hai. Aap apni trading strategy ko aisi conditions ke hisaab se design karna chahiye jahan aap ka slipage risk kam ho. Is ke elawa, aap ki broker ki execution speed ko monitor karna bhi zaruri hai. Agar aap ka broker slow execution provide karta hai to aap ko slipage ka risk hota hai. Aap ko broker se poonchana chahiye ke woh aap ki trade execution ko kaise handle karta hai aur maximum allowed slipage kya hai. Agar aap broker ki terms aur conditions ko acche se samajhte hain aur apni trading strategy ko market conditions ke hisaab se design karte hain to aap slipage ka risk kam kar sakte hain.
    Slipage k Wajohat
    Forex trading me Slipage aik bohut hi sangeen masla hai, jiss se avoid karna bohut hi ziada masla hai, aur ye humen market me ziada loss ka bhi sabab ban jata hai. Slipage k banne k kaye wajohat hen, jiss ki tafseel nechay de gaye hen;
    1. High Volatility: Agar market mein zyada volatility hai, to orders ko execute karna mushkil hota hai. High volatility ki wajah se orders ko delayed execute karna par sakta hai aur is se slipage ka khadshah hota hai.
    2. Low Liquidity: Market mein liquidity ki kami ki wajah se bhi slipage ka khadshah hota hai. Jab market mein zyada traders na ho to liquidity kam hoti hai aur trades ko execute karna mushkil ho jata hai.
    3. Slow Execution Speed: Agar broker ki execution speed slow hai to trades ko execute karne mein delay ho sakta hai aur is se slipage ka khadshah hota hai.
    4. Large Order Sizes: Agar trades ki sizes bohat bari hoti hain, to is se execution speed slow ho jati hai aur slipage ka khadshah hota hai.
    5. Poor Internet Connection: Agar internet connection slow hai to trades ko execute karna mushkil ho jata hai aur slipage ka khadshah hota hai.
    Slipage se Bachne k Tareeqay Forex slipage ki wajohat se bachne ke liye traders ko kuch precautions lena chahiye, q k bagher trading security k slippage wale mahol me trading se ziada loss k chances hote hen, in secure zaraye ka istemal karte howe hum forex market me behtar tawar par trading kar sakte hen :
    1. Broker ka chunna: Agar aap broker ka chunna karte hain to uski execution speed, liquidity aur customer service ko check karein. Acha broker ka chunna karne se slipage ka khadshah kam ho jata hai.
    2. Limit Orders ka istemal karein: Limit orders ka istemal kar ke traders ko slipage se bacha ja sakta hai. Limit orders mein traders kisi bhi price ke liye trade ka order lagate hain. Jab market mein wo price atte hai to wo order execute hota hai.
    3. Kam Order Sizes ka istemal karein: Kam order sizes ka istemal kar ke traders ko slipage se bacha ja sakta hai. Kam sizes ki trades execute karna zyada asan hota hai.
    4. High Volatility Time mein trade na karein: High volatility time mein trades ka order lagana slipage ka khadshah zyada hota hai. Is liye traders ko high volatility time mein trades ka order na lagay.

    اب آن لائن

    Working...
    X