(SMA) and (EMA) Moving Averages.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    (SMA) and (EMA) Moving Averages.
    Aslaam Alaikum.

    Dear members!
    sab members aur traders is baat ko achi tarha say jantay hain k moving averages kia hain unka istemaal kaisay kartay hain aur unki iksaan kon kon c hain, laikin aaj ki is post main main apk sath kuch aisa share karnay wala hoon jinko bahut he kam members jantay hain aur jinka use bhi sirf isi wjaha say kam kia jata hai qk unka knowledge bahut kam logonko hai, jo k aik dusri say different hain (exponential - simple).
    Jab aap chart pay moving averages ko place karnay lagtay hain tab aapko aik clear notice milta hai simple moving average aur exponential moving average, is baat ka janna zaruri nai hai k ham 1st ko 2nd say ziada better samjhtay huway kaam karain laikin in dono main difference yeh hota hai k (EMA) price ko jaldi close kar daity hai jabk is mukablay main (SMA) price ki correction aur movements ko clear tareekay say judgement karnay k baad completely perfect breakout ko show karty huw run karty hai. Is clearence ko judgement kartay huway ham is baat ka sahi result ham yeh daikhtay hain k exponential moving averages ki nisbat say simple moving averages better hai jisko follow kartay huway ham ham market k chart main supports aur resistance levels ko clearly samjh aur us main entry lainay say ziada acha faida hasil kar saktay hain.

    Click image for larger version

Name:	sma11.png
Views:	1
Size:	28.9 کلوبائٹ
ID:	12479660

    Dear memebrs!
    jaisa k aap uper aik screenshot ki help say daikh rahay hain k kaisay donono moving averages chart pay price ko breakout kartay huway dikha rahi hain, laikin EMA price ko late confirm karty hai jab uski nisbat say SMA price ko correct aur time pay breakout karty hai jis say is baat ka andaza perfect time aur supports/resistance levels ko jannay aur samjhnay k liye better hai.

    In general:
    Traders market main trading kartay huway kabhi bhi aik soch k sath kaam nai kar saktay hain, qk har aik traders ka apna apna style aur method hota hai jinko follow kartay huway wo trading say faida hasil kartay hain is liye time frame aur moving averages ka use bhi different hota hai, laikin in moving averages ka difference apnay mined main rakhtay huway agar ham chart pay orders lagatay hain to ham bahut saray fake signals ko follow karnay say bach saktay hain aur sath sath ham bahut saray correct aur perfect signals ko mis karnay say bhi bach saktay hain.

اب آن لائن

Working...
X