NFP kia hy?
Dear friends NFP Non farm payroll ik aisi important news hoti hai jiski vajah se market mein bahut zyada volatility expected hoti hai. Trading ke liye ek bahut hi important economic factor hota hai jo United State of America ki jobs se related data include karta hai.
NFP ka data kab relase hota hy?
Dear friends Non farm payroll data har month ki 1st Friday ko released kiya jata hai. Jab aap Forex trading market main working karte hain to ismain aapko friday evening ko bahut zyada careful hokar trading karni chahie Kyunki ismain aapko non farm payroll data release hone ki vajah se bahut zyada problem bhi ho sakti hai.Non farm payroll data main United State of America ki different types of job sy related important information shamil ki jaati hain jismein aapko previous month sy lekar current situation Tak total jobs ki details share ki jaati hai. Jismain new jobs adeed kia jsti hain or number off lose jobs ki information provide ki ja rahi hoti hai.
![Click image for larger version
Name: nfp-and-forex-trading_body_NFPdatarelease.png.full.png
Views: 10
Size: 18.1 کلوبائٹ
ID: 12479600](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12479600&d=1637385618)
Effect of NFP
Dear Non-Farm Payroll kun ky her month main relase hota hai to ye aik acha indicator hai ky economy kis tarfa ja rahi hai. Non-Farm Payroll kay figure kay economy par musbat aur manfi asraat muratab hoty hain. Agar is ky figures musbat ayin to economy stable hony ke nishani hoti hai. Aur agar manfi figures aain to eska asar economy par nagative reffect parta hai, aur pata chalta hai kay economy fast pace pe hai ya slow ho rahi hai.
NFP ky three outcomes ho sakti hain.
currency pairs jo NFP effect hoty hain
Dear friends Kun ky NFP US economy ka data show karta hai so jitny bhi pairs hain jin ky sath USD aata hai wo zaida Affected hoty hain. For example EURUSD, GPBUSD, USDJPY, USDCHF weghra sb sy zaida affect hoty hain. Is kay elawa bhi overall market main kafi asar parta hai.
Agar aap NFP py trading karty hain to bahut careful hona parta hai kun ky market main volatility zaida ho rhi hoti hai.
Conclusion
Higher Payroll figure US economy ky liye acha hota hy or is baat ki nishaan dahi karta hy k new jobs sy economy ko boost mil raha hy.Expected change Payroll main agar ay to es ka asar currency pr mixed ata hy. Kuch traders satisfied hoty hain or kuch nai.Lower Payroll figure currency market py negative asar dyta hy or USD baki currency pairs k muqably main weak hota hy.