hain forex mein trading kafi ways se ki jati hai aur trading long term short term and day trading hoti hai ziada tar trading day trading hoti hai ziada traders daily ki daily trades lete hain aur profit banate hain baki har trader ki wish hoti hai woh kaise trades manage karta hai may be koi trader trades ko long bhi hold kar sakta hai trader k paas trades karne k liye achi tips ka hona ziada eham hai take follow karte huway woh acha profit bana sake.
![Click image for larger version
Name: tips.jpg
Views: 1
Size: 130.8 کلوبائٹ
ID: 12479546](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12479546&d=1637412707)
Daily trading With Major support and resistance
Daily trading mein aksar log candle sticks patterns pe trade karen ge aur aksar traders support and resistance ko lamzan dekhte hain daily trading agar aap ne scalping karni ho uske liye support and resistance sab se best hai jab market support level pe aati hai evidence mile candle ka market reverse hone lage aap buy ki trade le kar apni daily trade set kar sakte ho ussi tarah resistance pe bhi aap candle se trade lete ho aap ka target daily trades ka achieve ho jata hai baki trader pe depend karta hai woh kis type k analysis karta hai aur apni skills aur capital ko dekhte huwe trade karta hai aur apna target complete kar sakta hai.
Daily trading risk and reward Ratio
Har trader k liye risk and reward ka maloom hona bahut ziada zaroori hai har trader ko knowledge ho k trades kab kitne risk pe open karni hai kitna capital hai then usko kitni trade leni hai aur risk jis trade mein kam hoga aur profit ziada woh trade karni chahiye hume hamesha anlysis karte trade ki support ya resistance ko dekhen candle k mutabik stop loss dekhna zaroori hai then calculate hota hai kitna profit hoga aur kitna loss agar 1 trade entry identify ki jati hai risk ya loss 10$ hai jab k profit 30$ hoga then ye aik valid trade entry hai aik best risk reward hoga ye isko hum ratio 1/3 kahen ge iss hisab se trades manage ki jati hain.
Daily trading trend In forex
Daily trading mein zaroori hai jab aap ne trade setup lena hai aap trend ko he follow karen take aap ki us day ki trade entry achi ho aap strong trend dekh kar enter hojen aur us trade ka profit enjoy karen kyun k jab trade according trend hogi aap ko earning achi hogi aap ki trade entry accuracy bahut achi hogi jo log daily trade jaisa k woh short term jab trade le rahe hote hain trend ko follow nahi karte woh lazman loss ka shikar hote hai