Guide and overview market gaps.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Guide and overview market gaps.
    Aslaam o Alaikum.

    Dear forum members!
    market gaps aik aisi opportunity hai jisk baray main traders ka bahut he kam knowledge hai k aisa q hota hai aur aisay honay ka reason kia banta hai jiski wjaha say market main gaps aatay hain, gaps ka mean hota hai supply aur demand main fark hona. Other words main ham iska mean aisay nikaal saktay hain k traders ka market main kaam kartay huway kis cheez ko ziada buy karna hai aur konsi currirency ko ziada sell karna hota hai, kuch experts ka yeh kehna hai k market main gaps traders ki base ko increase karna hota hai jis say traders market ki current movements k baray main yeh jantay hain k prices ka rujhaan kis tarf ziada barhanay k chances hain.

    Market gap has following characteristics:

    1. Market main kisi price ka izafa honay wala hai.
    2. Kuch na kuch unique hay.
    3. Product ya services already available hain.
    mairay knowledge k hissab say market main gaps ka yahi purpose hota hai.

    Click image for larger version

Name:	gaps11.png
Views:	1
Size:	95.5 کلوبائٹ
ID:	12479450

    How to identified market gaps:

    Dear!
    Yeh aik hakeekat hai k is baat pay ghour karna bahut ziada zaruri hota hai market main gaps ki wajha say konce services aur products ko ko increase kia ja raha hai jinki wjaha say market main gaps ka hona must ho jata hai. Kuch aisay steps ko follow kartay hway ham is baat ko clear kartay hain k market main gaps kin wajuhaat say aatay hain aur sath sath ham is baat ko bhi clear kraingay k aisa hona say hamain market main kis hisaab say trading karni chaye.

    Keep an eye on trends in the field of expertise:

    Forex trading main jab traders aik plse ki tarah say isk sath attach rehta hai to tab he market ki ddep main ja kar ham iski current situations ko smajhnay main success ho saktay hain, jab market aik trend continuly tareekay say run kar raha hai to market main ham assni k sath kaam kar saktay hain laikin jab kisi big news ki wjaha say market main trends ko change hotay hway ham daikhtay hain tab he is main kuch changings hoty hain aur sath he market main gaps start hotay hain qk price ko dusry simat run karnay pay force kia jata hai jis wjaha say market main hamara in touch rehna bahut ziada zarri hai.

    Help of other resources to perform the legwork:

    Jab traders ko market main uski movements ko samjhnay main bahut ziada mushkilaat ka smana hota hai tab wo isko smajhnay k liye dusray resources ki search karta hai jisk liye hamain kabhi bhi market main ziada entry aur greed say kaam nai karna chaye qk us situation ko samjhnay k liye hamain wait ki zarurat hoty hai jo sab say barra resources hai jo market main samjhnay aur losses say save rehna ka aik completely solutions hai.

    Click image for larger version

Name:	gap22.png
Views:	1
Size:	788.5 کلوبائٹ
ID:	12479454

اب آن لائن

Working...
X