Aik behtareen broker ko kese choose kia jay...?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik behtareen broker ko kese choose kia jay...?
    Forex market main kaam kartay huway ham is baat ko asaani say samjh saktay hain k is world main brokers ka chosse karna aik competition ban chukka hai har aik broker apnay apnay advantages ko show kartay hwuay yahi chahta hai k ziada say ziada clients usk sath attach ho jayen aur usk sath traders aur investers apni invest aur trading ko ziada say ziada karain laikin is big market main broker ki selection karna bahut hi mushkil Hai kyunki hamen ek reliable broker ka milana bahut jaruri hai tab hi ham market mein acchi trading kar sakte hain aur apni trading ko behtar banaa sakte hain ham jitna bata broker select karte hain hamen trading mein utani hi benefits milte Hain isliye hamen broker ki selection karte hue koi compromise nahin karna chahie.


    Click image for larger version

Name:	images (93).jpeg
Views:	1
Size:	56.4 کلوبائٹ
ID:	12479297


    Legal and authorized broker:

    Market mein hamen aise broker ko select karna chahie Jo pay legal or authorised ho kyunki jis broker ke pass internationally trading karvane ki authority Hoti Hai hamen aise broker ko select nahin karna chahie hamen use prokar ko select karna chahie Jo internationally registered ho taki agar hamen koi problem banta Hai to hamara problem bhi sal ho sake hamen kabhi bhi local broker ke sath Kam Nahin Karna chahie aur hamen international broker ke sath kam karna chahie Jo hamen trading ke liye acchi facilities provide kar sake tab hi hamari trading best ho sakti hai.

    Types of accounts:

    Bahut saray brokers sirf aik he type ka account open karnay ki facility daitay hain is liye hamain apni invest ko deposit karnay say pehlay is baat ka yakeen kar laina chaye k ham jis broker k sath kaam ko start karna chatay hain kia usk k paass koi aur options hain jinko follow kartay hwuay ham is main apnay account ko baad main bhi change karnay ki facilities ko daikh saktay hon. Jitni hamare pass account ko manage karne ki facilities acchi hogi utani hi trading behtar hogi.

    Maximum leverage:

    Market mein bahut se broker Jaise Hain Jo ki hamen bahut hi kam leverage provide karte hain jiski vajah se hamari trading behtar Nahin Hoti Hai kyunki trade karte hue agar hamari koi trade Los mein chali jaati Hai to uski recovery ke liye hamen Big lot size ko istemal karna padta hai aur yah hamare liye tabhi possible hota Hai jab hamare pass maximum leverage hoti hai isliye hamen kaise broker ko select karna chahie Jo hamen maximum leverage ki facility provide karta ho.

    Spread and comission:

    Jab ham market trading kah rahe hote Hain to hamen broker ko spread yah Kabhi shabd dena padta hai aur hamen trading ke liye kaise broker ko select karna chahie jo humse trading karte hue kam se kam spread aur commission charge Karen kyunki jis broker ka spread jyada hota hai to usse hawa kafi nuksan ho jata hai isliye hamen se broker ko select karna chahie jo humse bahut hi kam spread charge karta ho is Tarah se hamari trading kafi behtar hogi.

    Customer Service and support:

    Hamare liye vahi broker behtar hota Hai jiski customer service behtar hoti hai. Kyunki trading karte hue hamen bahut se problem Jo sakte hain aur agar hamen koi problem ho jata hai to broker ki customer service behtar honi chahie aur jab bhi ham supports a correct karte Hain to hamen achcha response milana chahie aur hamara problem solve Hona chahie isliye hamen use broker ke sath kam karna chahie jiski customer service acchi ho tab hamari trading behtar hogi.

    Conclusion:

    Broker ki selection karna sab mere liye bahut important hota hai kyunki jitna ham apne liye kacche broker ko select karenge utani hi hamen trading mein kab yah bhi hogi isliye broker ki selection per koi compromise nahin karna chahie aur hamen ek acche broker ko select karna chahie tha ke bad mein hamen koi problem Na ho aur vaisa beta hun ke hamare liye instaforex bahut hi achcha broker hai aur hamen ISI ke sath kab karna chahie kyunki ham kafi time se iske sath kam kar rahe hain aur hamen koi problem Nahin hua aur is broker ke sath hamari trading kafi behtar ja rahi hai.

اب آن لائن

Working...
X