Forex trading aik worldwide business hai aur ham is business ko manually bhi kar sakte hain ham Apne analyses karte hue bhi yah business kar sakte hain aur ham is business ko automatad tarike se bhi kar sakte hain ya business world ka sabse bada business hai isliye hamen is business ke related knowledge Lena chahie aur iske samajhne ki koshish Karni chahie kyunki agar ham is business mein kamyabi chahte Hain to hamen iske bare mein sikhana padega aap hi ham kamyab ho sakte hain. Market mein job manually trading kah rahe hote Hain to ham khud analysis Karke trading karte Hain lekin market mein javin computer software ki madad se trading karte Hain to vah hamari automated trading hoti hai.
What is automated trading?
Automated trading ek aisi trading hoti hai jo ham automatically computer ke zariye kah rahe hote Hain.automated trading financial markets main kaam karny ka aik aisa tareeka hai jis main aik computer software chand set of rules ko follow karta hai aur un rules aur algorithms ke buniyaad par matket main entries ya exit karta hai. Jab market price ksi pattern ko follow karti hai jo kay software main mojood ho to software trade execute karta hai. Aur is Tarah se hamari tradingqna automatically hoti rahti hai aur hamen khud se Na to koi trade leni padati hai aur na hi apni koi trade close karni padati hai aur computer system se hamari trade open aur close hoti rahti hai.
Benefits of automated trading:
Market mein automated trading ke bahut se benefits Hai ISI vajah se log trading karte hue automated trading ko behtar samajhte Hain kyunki hamen is bahut se fayde bhi hasil hote hain aur automated trading ke kuchh nuksan bhi Hai lekin agar ham isko properly istemal karte Hain to yah hamare liye kafi faydemand ho sakti hai.
Fast Execution:
jab hum ais market mai trade khud trade open krty hai to hum decide krty hoye time lagaty hai magar automated trading system ka yeh hai kay es say aapki trades ke speed kafi zaida milte hai. Kyunki jab ham manually trading kah rahe hote Hain to hamen market ke analysis Karne padte hain lekin jab ham automatically trading kar rahe hote hain to tab hamare analyses be automatically hamare software ke through ho jaate Hain aur isase hamen Apne analyses bhi nahin Karne padte hain. Normally trade open karny aur us kay stop losses ya take profits set karny main kafi time lag sakta hai lekin computer software es ko foran kar deta hai, kun k hum jab trade lagany se phly lot wagera select kr rahy hoty hain to hamara kafi time waste ho jata hai.
Minimize Emotions:
Automated trading emotions ko minimize kar deti hai. Normal trading main emotions ke wajha sy entry aur exit main ghalti ho sakti hai, lekin Automated trading main sirf usi wakt trade open hoti hai jab market trade rules ke requirements poora karti hai. Aur ISI vajah se ham without emotions ke bahut hi acchi trading kar sakte hain kyunki jab ham market ko live Nahin Dekh rahe hote hain to tab hamare imotions bhi nahin hote hain aur automatic trade tarike se hamari trading bhi hoti rahti hai aur is Tarah emotions ke na hone ki vajah se hamen market mein kafi fayda milta Hai.
Follows Set of Rules:
Market main disciplines ko follow karna intehaai mushkil hota hai khas tor par jab markets main volatility zaida ho. Volatility zaida hony ke wajha sy insaan kay jazbaat wala factor beech main aa jaata hai jesa kay nuqsan hony ka dar hota hai. Isliye hamari trading kafi behtar ho jaati Hai kyunki ki automatic trading rules ke sath hoti hai aur rules ki vajah se hamen market mein kafi behtar chances mil jaate Hain ki ham kamyab ho jaaye kyunki agar ham manually trading karte Hain to ham rules ko ignore kar dete hain lekin automatic tarike se jab trading hoti hai to hamare rules follow hote Hain jis ki vajah se hamen kamyabi milati hai.
Increased Speed of Orders:
Aik aur faida automated trading ka yeh hai kay es say aapki trades ke speed kafi zaida milte hai. Normally trade open karny aur us kay stop losses ya take profits set karny main kafi time lag sakta hai lekin computer software es ko foran kar deta hai. Jab ham market mein koi bhi trade open karte Hain to uske liye ham pahle decision lete hain aur hamare decision Lene mein kafi time lagta hai lekin automatad tarike se kam karte hue market mein main bahut hi jald market decision le jaati Hai kyunki automated tarike se hamare decision kafi jaldi hote hain aur is Tarah se market mein hamare bahut se order opan ho sakte hain.
Cons:
Mechanical failure:
Automated trading mein agar hamara software achcha hai aur ek achi strategy per working kar raha hai to fir hamare liye market mein automated trading karte hue nuksanat Nahin hain. Mechanical failure aik aisa drawback hai jis ke wajha say aapka order market main execute nahi hota. Ho sakta hai aapko computer main apna trade order nazar aa raha ho lekin asal main Internet failure ke wajha sy actually market main order na laga ho. Power failure ya server sy connection lost ho jaany ke soorat main bhe usko foori hal karna bahut zaroori hai. Yah iska sabse bada nuksan hai kyunki jab tak ham Apne system ko Sahi Nahin rakhenge tab tak hamari trading behtarin Nahin ho sake gi.