INTRODUCTION:
AslamuAlaikum! Dear members i hope ap sab kehriyat sy hon gay, or market main achi earning kar rhy hon gy. Dear agr ap market main kamyabi Hasil karna chahty hain to aapko Hamesha experience k satg kam karna hota hai aur apni learning ko perfect banana hota hai. Tab hi ap kamyabi hasil kar sakte hain.Forex trading mein agar aap successful trading karna chahte hain. To ap ko different factor par study karty hain to ap ko bhot zyda advantages available hoty hain.
MOVING AVERAGE CONVERGENCE DIVERGENCE:
Dear Moving Average Convergence Divergence (MACD) aikk technical indicator hay jo kay sirf aur sirf 2 Exponential moving averages (EMA) kay darmiyaan ta'aluk ko manpta hai. MACD indicator aik blue line, aik red line aur aik green line ko chart kay oper display karta hai jo kay MACD line aur signal line kay darmiyaan farak zahir karta hai. MACD line 2 exponential moving averages ka difference hai joo kay 12 aur 26 periods ke hotii hain. Jo signals line hai wo amooomi torr par 9-period ke joti hai. MACD lines zero line kay ird gird rehti hain aur aksar overbought aur oversold kay signals dety hain jabb ye lines zero line sy oper ya neechy jaati hai.
HOW MOVING AVERAGE CONVERGENCE DIVERGENCE WORKS:
Moving average convergence divergence trend ke strengths ya us kay momentum ko measures karta hai. Aur ye momentum ya strength measure karny kay liey MACD line aur Zero line as a reference points use karta hai.
* Jab MACD line zero line say operr crosss karti hai to yeh
uptrend ka signal hotaa hai.
* Jab MACD line zero line sy neechy cross karti hai yo ye
downtrend ka signal hotaa hai hai.
Dear Mazeed ye kay MACD buy yaa sell signals indicate karta hai jab 2 MACD lines crossover karti hain
Jab MACD line signal line sy oper cross karti hai to BUY signal ka indicator hota hai
Jab MACD line signal line sy neechy sy cross karti hai to yeh SELL signal ke indication hoti hai

EXPLANATION :
Dear Moving averages convergence divergence MACD trending markets kay liey aik bahut hee acha indicator hai aur zaida taer platform aapko ye indicator muyhasar karty hain. Aap apny MT4 (Meta Trader 4) application ya software main MACD ka indicator asaani sy istemal kar sakty hain. Koi bhe indicator use karny sy pehly usko demo account par test kiyya jjana chahey ta'kay aapki practice achhi ho jaay aur usska sahi isstemaal aapko aa jaay.