INTRODUCTION:
Aslam u Alaikum! Dear members i hope ap sab kehriyat sy hon gay, or market main achi earning kar rhy hon gy. Dear agr ap market main kamyabi Hasil karna chahty hain to aapko Hamesha experience k sath kam karna hota hai aur apni learning ko perfect banana hota hai. Tab hi ap kamyabi hasil kar sakte hain.Forex trading mein agar aap successful trading karna chahte hain. To ap ko different factor par study karty hain to ap ko bhot zyda advantages available hoty hain.
Wakt guzarny kay saath sath gold ke demaand main izzaffa hota raha hai aur gold ko baad main currency ke base kay torr par istemaal kiyaa jaany laga. Ess post main maa apko ko gold ke price k related important information share karna chahti hun.
SUPPLY OUER DEMAND:
Dear Wesy to saari commodities Supply aur demand par chalti gain lekin gold ke demaand hamesha say rahi hai. Chahy wo jewellery ke ssorat main ho, industrial uses ke soorat main yaa phiir safe-heaven currency ke soorat main ho. Wesy to gold ke demand rehtee he hai lekin main reason ye hai hai gold Financial crisis ya dosry economic problems main gold hamesha sy stable raha hai aur esi soorat main demand main izzafa hua ha. Aur gold ke Supply gold bars ya jewellery weghra main bhe available rahi hai.
GOVERMENT POLICIES:
Dear Paper money kay barakas gold aik physical commodity hai aur ess par govt ke Policiess ka asar nahi parta hai. Financial crisis kay doraan ho sakta hai kay Central banks mudakhlat kar kqy interest ko decrease karty hain jiss ke wajha say afratezar main izzaafaa hota hai lekin gold aik wahid investment hai jis par essi cheezon kq koi asar nahi parta hai jo kay gold ko aik nashoor investment ka darja deta hai.
US DOLLARS:
Dear Kun kay gold United States Dollars main trade hota hai to Dollars ke keemat main utaar charaao directly gold ke keemat par asar andaaz hota hai. Dollar ke wajha say dosry mulkon kay liey gold khareedna mushkil ho jaata hai so gold ke demand kum hoo jaate hai aur price main kami wakiya hoti hai. Essi tarha jab dollar ke keemat main izzafa dekhny ko milta hai to gold ke keemat main kami dekhny ko milte hai. Chunaacha gold aur US dollar ka correlation hai.
GOLD TECHNICAL ANALYSIS:
Dear Gold kay technical analysis main chart par pattern ko identify kar kay uss pe trading ke jaa sakti hai aur pas ke price ko dekha kar andaza lagaya jaata hai kay mustaqbil main price ke movement kiss janib ho sakti hai. Esi tarha chart par different timeframes ka istemaal kar kay trend ko dhoonda jaata hai aur trend par trading ke jaati hai. Technical Analysis main indicators aur price action ko dekh kar trading ke jaati hai jo kay market main gold ke price ko affect karti hai.
OTHER DETAILS :
Dear forex members Hazaron saalon say physically aur economically gold ke demaad rahi hai aur gold ko safe heaven asset kay torr par jaana jaata hai. Wakt guzarny kay saath sath gold ke demaand main izzaffa hota raha hai aur gold ko baad main currency ke base kay torr par use kiyaa jaany laga.