Trading with triple bottom candlestick pattern.....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading with triple bottom candlestick pattern.....
    Forex trading market mein kamyabi k liye technical analysis krna zarori hai. aur different candlesticks patterns ko study krna zarori hai, q k candlestick pattern ap k liye bohat hi important role play kar rahe hote hain. Yah pattern aap ko technical analysis krny main bohat help krty hain. Forex trading market ke ek bohat hi important candlestick pattern, jis ko ap “triple bottom candlestick pattern” kehty hain, se related valuable information aur knowledge share karna chahta hoon. Is pattern ko understand kar k hum better decision making kar sakty hain aur right time p right decisions ly k opportunity ka benefit hasil kar sakty hain. Isliye hamen chahie ke triple bottom candlestick pattern ko acche tarike se analyse Karen aur isase fayda uthane ki koshish karen kyunki market mein hamen is patton se bahut acchi information mil sakti hai aur hamari trading bhi behtar ho sakti hai.

    Definition of Triple bottom candlestick pattern:

    Triple bottom candlestick pattern aik bullish chart pattern hai, jo k aisy technical analysis main use hota hai jis ki three equal lows hoti hain aur jis k bad resistance level sy uper breakout ata hai. Aise petrol ko ham triple bottom candlestick pattern kahate Hain Jaise hi market mein is ka resistance level se Breakout hota Hai to fir hamen market mein confirmation milati hai aur ham market mein Apne entry point Lete Hain market ke price chart per ham triple bottom candlestick pattern ko bahut hi aasani ke sath analyse kar sakte hain.

    Identification of triple bottom candlestick pattern:

    Triple bottom candlestick pattern ki datafication bahut hi aasani ke sath ki ja sakti hai Hai jab ham market ke price chat pe Kisi support area per three divergence ko dekhte hain to vahan se hamen confirmation milati hai ki aap market mein triple bottom candlestick pattern ban raha hai aur yahan se hamen entry leni chahie.

    1. Triple bottom pattern aik visual pattern hai jo k buyers (bulls), sell krny waly sellers (bears) sy price k control ko ly laty hain.
    2. Triple bottom generally teen brabar lows ko bounce karty hue dikhaya jata hai. Jis k bad price k resistance level ki breaching hoti hai.
    3. Triple bottom candlestick pattern ki formation ko bullish position main enter hony ki opportunity k tor p dekha ja sakta hai.

    Signals of triple bottom candlestick pattern:

    Triple bottom candlestick pattern hamen market per bahut hi achcha signal provide karta Hai jiski vajah se ham market mein isliye entry le sakte hain kyunki market mein hamen aise signals milte Hain jiddi vajah se hamen market mein kafi acchi confirmation mil jaati Hai.

    1. Triple bottom generally aik long downtrend ko follow karta hai. Jahan bears market k control main hoty hain. Use waqt hamen market ka wait karna padta hai
    2. First bottom sirf normal price movement ho sakti hai. Isliye hamen next movement Ka wait Karna hota Hai hai
    3. Second bottom bulls k momentum ki gain aur possible reversal ki tyari ka signal hoti hai.
    4. Third bottom define karta hai k is jga p strong support majud hai aur jab price resistance level sy break karti hai to bears ka nuqsan ho sakta hai.

    Trading with triple bottom candlestick pattern:


    Click image for larger version

Name:	images (92).jpeg
Views:	4
Size:	23.8 کلوبائٹ
ID:	12478988

    Forex trading market mein Jab apny high level se downtrend main movement complete karke is level ko touch karti hai to is ka matlb hai k aap ko ek strong support level available hota hai, aur Market is support level say rebounce krti hai, aur Market aik bar pir downtrend movement main isi point ko touch karke rebounce Kar jaati hai, aur jab market third time phir isi point ko retest krny k bad jab bullish movement karti hai, to iss time confirmation bill jaati hai aur Habib market mein add re le sakte hain kyunki Jaise hi Breakout hota Hai to hamen bahut hi achcha signal mil jata Hai aur use time market mein bahut hi aasani ke sath entry le sakte hain aur market se acha munafa Kama sakte hain.

    Importance of triple bottom candlestick pattern:

    Forex trading market, me jab ap ko triple bottom candlestick mily to yeh ap ko hamesha aik bullish reversal candlestick pattern provide krta hai. Is point per aapko hamesha market mein buying trade lagani chaiye. Q k Jab ap forex trading market carefully study karte hain, ap ko bohat ziada advantage ho sakta hai. Lakin money management aur emotional discipline Forex trading me success k liy bohat zarori hai. Triple bottom candlestick pattern hamari trading mein bahut important role play karta hai isliye main isko jarur hydrolyzed karna chahie aur iske related hamare pass knowledge Hona chahie tab hamen isko acche tarike se istemal kar sakte hain aur isase bahut hi achcha fayda utha sakte hain.

اب آن لائن

Working...
X