Risk Management vs Money Management in Forex Trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk Management vs Money Management in Forex Trading
    New Trader In Forex

    Koi bhi new trader jab forex market main trade kerny ky liay enter hota hai aur kuch amount invest ker ky trade continue kerta hai tou trading ka experience na hony ki waja sy loss hota hai aur bahot jald account wash ho jata hai lekin expert traders forex market main trade kerty huey loss kam aur profit zyada hasil kerty hain tou new traders ko zarurat hoti hai ky jab forex market main trading ky liay kuch amount invest kerain tou sab sy pehly same invested amount per risk management aur money management learn ker ky trade continue kerain tou phir trading main profit bhi hasil hota rehy ga jis ky liay her trader forex market main investment kerta hai so following paras main ham detail main risk management aur money management ko discuss kerty hain
    Click image for larger version

Name:	stfxtrg.png
Views:	2
Size:	40.2 کلوبائٹ
ID:	12478788

    Risk Management in Forex Trading

    Forex market main trading ky liay jab ham kuch amount invest ker lety hain tab trade open kerna same amount per bahot bara risk hota hai ky market ki movement ki waja sy hamara account minton main wash ho sakta hai tou same amount ko secure rakh ker forex market main trade continue kerna hi asal main risk management hai ky agar ham kisi pair main trade open kerny ja rehy hain tou hamain sab sy pehly aesa apny balance ky mutabiq trading ky liay pair choose kerna chahiay then hamain minimum lot sy trade open kerni chahiay lekin is sy pehly market ka current trend zarur check ker lena chahiay aur trend ko follow kerty huey trade open kerain then her open ki jany wali trade main take profit aur stop loss zarur set kerain warna stop loss na hony ki waja sy bara loss ho sakta hai
    Click image for larger version

Name:	rskmgt.jpg
Views:	12
Size:	134.2 کلوبائٹ
ID:	12478789

    Money Management in Forex Trading

    Forex market main invest ki jany wali amount ko jab tak ham secure ker ky use nehi kerain gy ham long time ky liay market main survive nehi ker sakty jabky agar ham market main big amount invest kerty hain tou usko secure ker ky use kerna asan hota hai lekin agar ham small amount invest ker ky trade continue kerty hain tou hamain money management ker ky trade continue kerni hoti hai jo her open ki jany wali trade main lot ki selection aur profit ky target sy related hoti hai jabky apny balance ko secure rakhna hi money management hai ky jab trading ky liay acha chance nazar aa raha ho tab trade open kerni chahiay ky agar ham her waqat trade continue kerty hain tou loss ky chances increase ho jaty hain lekin balance ko secure rakhny aur increase kerny ky liay hamain trading ka best chance find ker ky trade open aur continue kerni hoti hai
    Click image for larger version

Name:	mnymgt.jpg
Views:	4
Size:	42.2 کلوبائٹ
ID:	12478790

    Successful Trading in Forex Market

    Jab ham as a forex trader money management aur risk management learn ker lety hain tab ham forex market main jo bhi trade open kerty hain tou hamari trade successful hoti hai lekin agar ham risk management aur money management ky baghair agar forex market main trade kerty huey success hasil kerna chahty hain tou yeh possible nehi hai kyun ky forex market all the time kisi na kisi direction main movement kerti rehti hai tou agar ham risk management nehi kerty tou bahot kam time main hamara balance bhi zaya ho sakta hai so kisi surat bhi bara risk nehi lena chahiay aur hamain apny balance ky hisab sy hi forex market main trade open ker ky continue kerni chahiay aur jab kuch profit hasil ho raha ho tou trade close ker ky new trade ky liay analysis aur planing kerni chahiay
    Click image for larger version

Name:	success.png
Views:	1
Size:	5.3 کلوبائٹ
ID:	12478791
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Risk Management vs Money Management in Forex Trading

    Dear forex market mein Ham dekhte hain ki money management or risk management bahut jyada important factor hote Hain. kyunki jo bhi trade aapko open karni hoti hai usmein sabse pahle hamen iske lot size lagani hoti hai aur uske sath sath hamen ab new trade k target ko dekhna hota hai yah sab hamari trading planning mein add hota hai,tabhi Ham trade open karte Hain to koi bhi trade lagane se pahle hamen money management or risk management ke sath kam karenge to tab hi kamyab honge.

    WHAT IS MONEY MANAGEMENT?


    Forex money management set of processes jo aik trader apni amount ko manage karne ke liye istemal karta hai. Forex money management ka asal meaning ya hota hai ki aap apne capital ko safe kis tarah se rakhte Hain.apni amount ko save rakhne ka yah matlab nahin hai ki kabhi bhi loss Na Ho kyunki yah impossible hai balki iska matlab yah hai ki is loss se bacha jaaye jo ki aap ki baki profit ko bhi cross kar jata hai. Money management or risk management donon Sath Sath chalte Hain kyunki risk management main aap apne trade ke sary risks ko identify aur uska hal nikaalte hain jab ke money management main aap sirf apne capital ko sefe aur badhane per focus karte Hain.


    Click image for larger version

Name:	IMG-20211115-WA0024.jpg
Views:	1
Size:	28.0 کلوبائٹ
ID:	12350361


    RISK MANAGEMENT:


    Risk management aur money management ka aapas mein taluk hai aur donon ek dusre se munslik hain. Money management main aap just apni investment ko dekhte hain. jab ke risk management mein aapane har EK trade ka risk aur us ka drawbacks Jo aapke account per path sakte hain unko dekhna hota hai.



    MONEY MANAGEMENT AND RISK MANAGEMENT RULES:


    Agar aap neechy diye huy rule ko Sahi follow karte Hain to aap apne capital ko safe bhi rakh sakte hain aur capital increase bhi kar sakte hain.


    POSITION SIZING:

    Position sizing ka matlab hai ki aap ek trade ke upar apny capital ka kitna risk lete hain.For example Agar aapke pass 10 hazar dollar hai to aap uska 1 ya 2 percent per trade risk Le sakte hain 10,000 ka 2% ka matlab hai ki 200 per trade aap risk Ly sakte hain. lekin agar aap kisi trade mein jyada confident hai ki aapka chances bahut jyada hai to aap apne risko thora Barha bi sakte hain.


    Click image for larger version

Name:	IMG-20211115-WA0023.jpg
Views:	2
Size:	60.0 کلوبائٹ
ID:	12350363


    MAXIMUM ACCOUNT DRAWDOWN:

    Drawdown ka matlab hai ki aapane account ki total trade ko dekhte hue total loss kitna chal raha hai usko manage karna. Maslan Agar aapka $100 ka account hai aur Loss 5 chal raha hai to iska matlab hai ki aap apne risk management ko badha sakte hain aap thoda sa aur iske lekar apne account se acha profit Le sakte hain.

    اب آن لائن

    Working...
    X