What is Price in Percentage and Stop Loss
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Price in Percentage and Stop Loss
    Forex trading market main bahut zyda kamyabi hasil krny Kay liye aapko hamesha bahut zyda hardworking ki zarorat hoti hai. Aaj main aap ko stop or PIP ki information share krny ja rahi hun.

    What is PIP in Trade

    Pip ko samjna bahut zarori hai. ( PIP ) Price in Percentage aik eisa important tool hai, jiski basis per aap market ki exactly movement ko calculate kar sakhty Hain. Effective Trading karne ke liye aapko market ki movement ko properly calculate karna zarori hota hai.

    PIP Calculation

    Pip Calculation bahut zarori process hota hai. Jab aap PIP ki calculation karte hain, tu aapko mind main ya question ah sakhta hai, Kay hum iski calculation Kun krty Hain, definitely iski aik important reason hai, jab aap market ko international standard ki basis per study krty Hain, or iski movement ko find krna chahte Hain, tu PIP ki mukammal information aapko market ki exactly movement said related information provide kar rahe hote hai. Internationally market ko calculate krny Kay liye same parameters ka available hona zarori hota hai, is liye PIP ki calculation according to international standard aapko ya facility provide krti hai

    PIP Calculation effect

    PIP calculation ka bahut zyda effect hota hai. Is liye aapko bahut zyda careful rehna hota hai. Dear members agar aap Price in percentage ( PIP ) ki complete learning nahin krty Hain tu aapki decision making bahut zyda negatively affect ho sakhti hai. Kunk jab aap kei trade open karte Hain, tu us main exactly TP / SL ki limit identify nahin krty hain, tu aap khabi bhi effective trading nahin kar sakhty Hain. Kunk agr aap PIP calculation process nahin janty Hain, tu aap khbi bhi Take profit and stop loss ki value ko examine nahin kar sakhty Hain.

    Process of PIP measurements

    PIP ki measurements bahut zarori hota hai. Forex trading market mein PIP ki calculation krna bahut aasan hota hai. Liken different pairs per iski calculation totally different hoti hai. Is liye aapko PIP calculation process ko acchi tarah samajh Kar apni working karna hoti hai. Jab aap different commodities aur currency pairs ki prices per PIP Calculate krty Hain, tu aapko iski requirements ko achi tarah understand or Lena cheye. Agr aap currency pairs per trading karte Hain, tu following mentioned explanation ki basis per aap PIP Calculation Process complete kar sakhty Hain.

    Definition of Stop-loss ( SL )

    Stop ko understand krny Kay liye Dear Jab aap market mein enter hony sa phly aik eisa level select kar laty Hain, Kay itni specific amount of loss per aap apni trading activities close kr dain gay ya kud close ho jye, tu us amount / point ko ap stop-loss khety Hain.

    How to Stop-loss Calculation

    Stop loss ki calculation krny Kay liye Dear members Jab aap Forex trading market mein enter hote Hain, tu aap Kay mind main ya question ata ho ga Kay hum kon sa point per stop-loss ki limit select krin, isk liye following mentioned ratios aap ki help kar sakhti Hain.

    One Ratio One Ratio

    Risk and reward ratio main 1 ratio 1 ko Agr aap Forex trading market mein enter hote huye risk and reward ratio equally select krty Hain, tu is main app Kay take profit or stop-loss ki value same hoti hai. For example aap market mein 5000 USD Kay account balance per trading karna chahte hain, or ismein aap stop-loss ki limit 1000 USD select krty Hain aur take profit ki limit bhi 1000 USD rakhty Hain, eisi situation main aap isko 1 : 1 khety Hain. Aapko hamesha ya ratio aik achy account balance waly account per utilise krni cheye.

    One Ratio Two Ratio

    One ratio two ratio ko Dear members agar aap market mein thory account balance per trading karte Hain, tu usmein aap 1 : 2 ratio ki selection kar sakhty Hain. Iska mtlab ya hota hai, ka aap 500 USD profit hasil karne ke liye 250 USD ka stop-loss select karte Hain. No doubt ya ratio aap Kay liye zyda secure ho jati hai.

    How to control Draw Down Position

    Jab aapko iski help sa draw down position ko control krna chahaty hain. Agar aap market mein regularly basis per stop-loss ki limit ko set kar Kay Trading karte Hain, tu aap definitely draw down position said avoid kar sakhty Hain. Is liye stop-loss ko apni trading main zaroor shamil kr lena cheye. Or iski proper calculation ka method bhi learn kr lena cheye. Isko clearly understand krna hota hai.

اب آن لائن

Working...
X