Difference between, Reversal and Corrections.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Difference between, Reversal and Corrections.
    Aslaam o Alaikum.

    Dear Pakistan's forex forum members, admin, moderators aur good instaforex market analyst. Main yeh umeed karta hoon k aap sab khairiat say hongay aur main bhi apki khairiat k liye hamesha dua go hoon.

    Dear!
    forex trading main jab ham chart pay yeh daikhtay hain k market main correction ho rahi hai tab wo trend ki aik temporary movement hoty hai, for example aik pair main us doller euro k against bearish hai to tab upside market main aik correction ho rahi hai. Correction tab hoty hai jab traders aur investers ko market main attract kia jata hai jis main kam knowledge walay traders aur investers market main aisi situation daiktay hwuay nikal jatay hain aur isi corrections k baad market return apnay trend main movement karna start kar daity hai.

    Reversal bhi aik corrections ki tarha ka concept hota hai jis main market aik long trend main run karnay k baad jab trend ki end karty hain tab reversal occure hota hai, for example jab us doller euro k against bullish run kar raha hota hai tab achanak market main uski break hoty hai aur price broken ho kar trend ko change kar daity hai tab ham chart pay daikhtay hain k ab market main trend ki reversal start ho rahi hai ya ho chukki hoty hai, jis main traders apni trades ko sell main pick karna start kar daitay hain jis main reversal kehtay hain.

    Click image for larger version

Name:	reversal1111.png
Views:	1
Size:	33.7 کلوبائٹ
ID:	12477982

    Difference between reversal and correction:

    Dear!
    forex trading main sometime aisa bhi hota hai k ham trading kartay hwuay market main correction ko daikh kar buy ya sell ki entry laitay hain laikin hamain profit ki bajaye loss k sath entry close karna party hai, wo is liye hota hai qk price correction kiye baghair he reversal start kar daity hai, wo liye hota hai k price continue ko decline karty hai aur reversal start ho jata hai.
    Price main reversal aur correction main correction general trend ki temporaray movement hoty hai, aur tab achanak price main apni reversal start kar daity hai jisk sath he market main general trend bhi change ho jata hai. Trend ki is changing main big news ki wjaha say market k trends ko change hotay hwuay ham daikhtay hain.

    Click image for larger version

Name:	reversal222.png
Views:	1
Size:	106.8 کلوبائٹ
ID:	12477983

    Good Luck To Everyone..;)

اب آن لائن

Working...
X