Forex factort guide ❤️

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex factort guide ❤️
    Assalamualaikum dear forex members❤️

    KEsy hain ap log umeed karta hon ap sab kheriyat sy hongy main aj apk sath jo knowlknowledge share karnga wo apk liye bht helpful sabit hoga
    Forex kia hai?

    Dear members forex factory ak website hai or is main humy forex trading k hawaly sy humy fundamental data dia jata hai jisko news kehty hain ap jis bhi currency ya amadity main trade karty hain
    To baz okat currency ki aconomy ka koi major finacial event hota hai jis sy currency ki price kafi effect hoti hai or market main boht zada tezi dekhny ko milti hai ager apko is data ki information nahi hoti to is k effect ki waja sy apko loss b ho sakta hai is liye apko forex factory sy us currency ki news p nazar rakhni chahye ta k ap us sy loss sy bach saky or technical analysis k sath sath fundamentals ko use kark apni trading ko profitable bana sakty hain ager ksi commodity jesa k gold ya oil main trade karty hain or jis curremcy main uski price hain us currency ki news s commodity ki profit ko effect hota hai
    Lakin is website ka account hona lazmi hai
    Click image for larger version

Name:	images (34).jpeg
Views:	4
Size:	21.6 کلوبائٹ
ID:	12477980

    HOw to creat account ?

    Dear members forex factory ko use karny k liye iska account honahona lazmi hai iska account banany k liye apko website par ja kar sing up k button par click krk apni details deni hongi or account bana lena hai or account banany k bad ap forex factory ki setting main ja k time pakistan ka set krlen jo k GMT+5 hai is k bad ap celender main ja k majoda date main us din kka data check kren jis main pehly currency name mentions hoga or phr us ka data given hoga data main 2 types hogi previous or prediction previous main apko pichla data bataya jata hai k kitna tha or prediction main btaya jata hai k next kitna data expected hai or isk kia asrat ho sakty hain currency py

    Click image for larger version

Name:	images (35).jpeg
Views:	6
Size:	9.1 کلوبائٹ
ID:	12477981
    Ab hum dekhy gy k is main colr ka kia impact hota hai

    Grey: grey color ki news ka currency ki price main koi khas impact nahi hota is lye isy ignore kia jata hai


    Yellow: yellow colour ki news ka currency ki price p na boht zada or na bht kam impact hota hai isis liye isy medium impact news kaha jata hai


    Red:
    red colour ki news ka currency ki price py boht zda impact hota hai ye boht important news hoti hai jis time red colour ki news hoti hai to market main boht zada volatile hoti hai or price kafi upr ya neechy ja sakti haihai


    Soch samajh k trade karen❤️

اب آن لائن

Working...
X